Tala Tum Tala Tum Lyrics
जब लहर लहर से टकराये
दरिया में जो तूफ़ान आये
तलातुम वह कहलाये
तलातुम तलातुम तलातुम
तलातुम तलातुम
तलातुम में हम तुम है
हम तुम कहीं गम तलातुम
तलातुम तलातुम तलातुम
तलातुम तलातुम
इस तलातुम में हम दिल की
कश्ती सनम आज उतारेंगे
है कसम…
तलातुम तलातुम तलातुम
तलातुम तलातुम
तलातुम में हम तुम है
हम तुम कहीं गम तलातुम
इस तलातुम में हम दिल की
कश्ती सनम आज उतारेंगे
है कसम…
तलातुम तलातुम तलातुम
तलातुम तलातुम
इश्क़ जब हद्द से बढ़ने लगे
दर्द साँसों में चढ़ने लगे
शबनमी हो आगन
ठंडी ठंडी जलन
जिस्म जलने लगे टूट जाए बदन
इस तलातुम में हम दिल की
कश्ती सनम आज उतारेंगे
है कसम…
तलातुम तलातुम तलातुम
तलातुम तलातुम
तलातुम में हम तुम है
हम तुम कहीं गम तलातुम
सच्चा दिल में अगर प्यार हो
कश्ती तूफानों से पार हो
मौजें आती रहे मौजें जाती रहे
होक वह बे-असर चोट खाती रहे
इस तलातुम में हम दिल की
कश्ती सनम आज उतारेंगे
है कसम…
तलातुम तलातुम तलातुम
तलातुम तलातुम
तलातुम में हम
तुम है हम तुम कहीं
गम तलातुम हो…हो…हो…हो…
है अजब सी लहर की चलन
बचके रहना ज़रा जानेमन
इश्क़ का ये सफ़र है
बड़ा बेख़बर
लग रहा जाने क्यों
डूब जाने का डर
इस तलातुम में तुम दिल की
कश्ती सनम आओ उतारोगे
है कसम…
तलातुम तलातुम तलातुम
तलातुम तलातुम
तलातुम में हम तुम है
हम तुम कहीं गम तलातुम
इस तलातुम में हम दिल की
कश्ती सनम आज उतारेंगे
है कसम…
तलातुम तलातुम तलातुम
तलातुम तलातुम तलातुम
बस आज हलचल हो जाए
तलातुम तलातुम
जब लहर लहर से टकराये
तलातुम तलातुम
दरिया में जो तूफ़ान आये
तलातुम तलातुम
तलातुम वह कहलाये..
Jab laher laher se takraaye
Dariya mein jo toofaan aaye
Talaatum woh kehlaaye
Talaatum talaatum talaatum
Talaatum talaatum
Talaatum mein ham tum hai
Ham tum kahin gum talaatum
Talaatum talaatum talaatum
Talaatum talaatum
Is talaatum mein ham dil ki
Kashti sanam aaj utaarenge
Hai kasam…
Talaatum talaatum talaatum
Talaatum talaatum
Talaatum mein ham tum hai
Ham tum kahin gum talaatum
Is talaatum mein ham dil ki
Kashti sanam aaj utaarenge
Hai kasam…
Talaatum talaatum talaatum
Talaatum talaatum
Ishq jab hadd se badhhne lage
Dard saason mein chadhhne lage
Shabnami ho agan
Thhandi thhandi jalan
Jism jalne lage toot jaaye badan
Is talaatum mein ham dil ki
Kashti sanam aaj utaarenge
Hai kasam…
Talaatum talaatum talaatum
Talaatum talaatum
Talaatum mein ham tum hai
Ham tum kahin gum talaatum
Sacha dil mein agar pyaar ho
Kashti toofaanon se paar ho
Maujein aati rahe maujein jaati rahe
Hoke woh be-asar chaut khaati rahe
Is talaatum mein ham dil ki
Kashti sanam aaj utaarenge
Hai kasam…
Talaatum talaatum talaatum
Talaatum talaatum
Talaatum mein ham
Tum hai ham tum kahin
Gum talaatum ho…ho…ho…ho…
Hai ajab si laher ki chalan
Bachke rehna zara jaaneman
Ishq ka ye safar hai
Bada bekhabar
Lag raha jaane kyun
Doob jaane ka darr
Is talaatum mein tum dil ki
Kashti sanam aao utaaroge
Hai kasam…
Talaatum talaatum talaatum
Talaatum talaatum
Talaatum mein ham tum hai
Ham tum kahin gum talaatum
Is talaatum mein ham dil ki
Kashti sanam aaj utaarenge
Hai kasam…
Talaatum talaatum talaatum
Talaatum talaatum talaatum
Bas aaj hulchul ho jaaye
Talaatum talaatum
Jab laher laher se takraaye
Talaatum talaatum
Dariya mein jo toofaan aaye
Talaatum talaatum
Talaatum woh kehlaaye..
Song Details & Credits
| Song | Tala Tum Tala Tum |
|---|---|
| Singers | Alka Yagnik, Jayesh Gandhi, Udit Narayan |
| Movie | Aitraaz |
| Lyricist | Sameer |
| Music | Himesh Reshammiya |
| Label | Sony BMG |
| Video Director | Abbas–Mustan |
| Starring | Akshay Kumar, Kareena Kapoor, Priyanka Chopra. |
| Year | 2004 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Tala Tum Tala Tum
“Tala Tum Tala Tum” is from the movie Aitraaz, released in 2004.
The lyrics of “Tala Tum Tala Tum” were written by Sameer.
“Tala Tum Tala Tum” is sung by Alka Yagnik, Jayesh Gandhi and Udit Narayan.
The music video of “Tala Tum Tala Tum” was directed by Abbas–Mustan.
The music video of “Tala Tum Tala Tum” features Akshay Kumar, Kareena Kapoor and Priyanka Chopra..