Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2004

Bheed Mein Tanhaee Mein Lyrics

भीड़ में तन्हाई में
प्यास की गहराई में
दर्द में रुस्वाई में
मुझे तुम याद आते हो
मुझे तुम याद आते हो
गीत में शेहनाई में
ख्वाब में पुरवाई में
धुप में परछाई में
मुझे तुम याद आते हो
मुझे तुम याद आते हो
भीड़ में तन्हाई में
प्यास की गहराई में
दर्द में रुस्वाई में
मुझे तुम याद आते हो
मुझे तुम याद आते हो

तेरी चाहतें मेरी ज़िन्दगी
तेरे प्यार को मैं भुला न सको
तेरी चाहतें मेरी ज़िन्दगी
तेरे प्यार को मैं भुला न सको
करू कोशिशें भले रात दिन
तेरे अक्स को मैं मिटा न सकू
प्यास की गहराई में
भीड़ में तन्हाई में
दर्द में रुस्वाई में
मुझे तुम याद आते हो
मुझे तुम याद आते हो
गीत में शेहनाई में

ख्वाब में पुरवाई में
धुप में परछाई में
मुझे तुम याद आते हो
मुझे तुम याद आते हो

कभी ख्वाब में सोचा न था
जीना पड़ेगा तुझे छोड़ के
कभी ख्वाब में सोचा न था
जीना पड़ेगा तुझे छोड़ के
सनम जो तेरा इशारा मिले
चली आऊं साड़ी कसम तोड़ के
ज़ुल्फ़ की नानै में
भीड़ में तन्हाई में
दर्द में रुस्वाई में
मुझे तुम याद आते हो
मुझे तुम याद आते हो
भीड़ में तन्हाई में
प्यास की गहराई में
दर्द में रुस्वाई में
मुझे तुम याद आते हो
मुझे तुम याद आते हो
गीत में शेहनाई में
ख्वाब में पुरवाई में
धुप में परछाई में
मुझे तुम याद आते हो
मुझे तुम याद आते हो
मुझे तुम याद आते हो
मुझे तुम याद आते हो..

Bheed mein tanhaai mein
Pyas ki gehraai mein
Dard mein ruswaai mein
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
Geet mein shehnaai mein
Khwaab mein purwaai mein
Dhup mein parchaai mein
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
Bheed mein tanhaai mein
Pyas ki gehraai mein
Dard mein ruswaai mein
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho

Teri chaahatein meri zindagi
Tere pyar ko main bhula na saku
Teri chaahatein meri zindagi
Tere pyar ko main bhula na saku
Karu koshishen bhale raat din
Tere aksa ko main mita na saku
Pyas ki gehraai mein
Bheed mein tanhaai mein
Dard mein ruswaai mein
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
Geet mein shehnaai mein
Khwaab mein purwaai mein
Dhup mein parchaai mein
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho

Kabhi khwaab mein socha na tha
Jeena padega tujhe chhod ke
Kabhi khwaab mein socha na tha
Jeena padega tujhe chhod ke
Sanam jo tera ishaara mile
Chali aaun saari kasam tod ke
Zulf ki nanaai mein
Bheed mein tanhaai mein
Dard mein ruswaai mein
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
Bheed mein tanhaai mein
Pyas ki gehraai mein
Dard mein ruswaai mein
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
Geet mein shehnaai mein
Khwaab mein purwaai mein
Dhup mein parchaai mein
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho..

Song Details & Credits
Song Bheed Mein Tanhaee Mein
Singers Shreya Ghoshal, Udit Narayan
Movie Tumsa Nahin Dekha
Lyricist Sameer
Music Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Label Saregama
Video Director Anurag Basu
Starring Emraan Hashmi, Dia Mirza, Anupam Kher.
Year 2004
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Bheed Mein Tanhaee Mein

“Bheed Mein Tanhaee Mein” is from the movie Tumsa Nahin Dekha, released in 2004.

The lyrics of “Bheed Mein Tanhaee Mein” were written by Sameer.

“Bheed Mein Tanhaee Mein” is sung by Shreya Ghoshal and Udit Narayan.

The music video of “Bheed Mein Tanhaee Mein” was directed by Anurag Basu.

The music video of “Bheed Mein Tanhaee Mein” features Emraan Hashmi, Dia Mirza and Anupam Kher..