Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai [Solo] Lyrics
चारो तरफ तन्हाई है
चारो तरफ तन्हाई है
एक उदासी छाई है
सोच के उसकी बातों को
आँख मेरी भर आई है
बेचैनी हैं साँसों में
दर्द उठा है सीने में
बिछड़ के अपने दिलबर से
आये मज़ा न जीने में
कितना मुझे तड़पाती है
वो लड़की बहुत याद आती है
वो लड़की बहुत याद आती है
कभी मुझको हसए
कभी मुझको रुलाए
मुझे कितना सताती है
कभी मुझको हसए
कभी मुझको रुलाए
मुझे कितना सताती है
वो लड़की बहुत याद आती है
वो लड़की बहुत याद आती है
वो लड़की बहुत याद आती है
वो लड़की बहुत याद आती है..
Chaaro taraf tanhayi hai
Chaaro taraf tanhayi hai
Ek udaasi chaayi hai
Soch ke uski baaton ko
Aankh meri bhar aayi hai
Bechaini hain saason mein
Dard utha hai seene mein
Bichad ke apne dilbar se
Aaye maza na jeene mein
Kitna mujhe tadpati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai..
Song Details & Credits
| Song | Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai [Solo] |
|---|---|
| Singer | Kumar Sanu |
| Movie | Qayamat: City Under Threat |
| Lyricist | Sameer |
| Music | Nadeem Saifi, Shravan Rathod |
| Label | Venus Records |
| Video Director | Harry Baweja |
| Starring | Ajay Devgan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, Arbaaz Khan, Isha Koppikar, Riya Sen, Neha Dhupia, Aashish Chaudhary |
| Year | 2003 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai [Solo]
“Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai [Solo]” is from the movie Qayamat: City Under Threat, released in 2003.
The lyrics of “Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai [Solo]” were written by Sameer.
“Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai [Solo]” is sung by Kumar Sanu.
The music video of “Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai [Solo]” was directed by Harry Baweja.
The music video of “Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai [Solo]” features Ajay Devgan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, Arbaaz Khan, Isha Koppikar, Riya Sen, Neha Dhupia and Aashish Chaudhary.