Mujhe Tumse Muhabbat Hai Lyrics
तेरे बिना ऐसे जिया
जा रहा हूँ में
लगता है जैसे कोई
गुनाह किये जा रहा हूँ में
मुझे तुम से मोहब्बत है
मगर मैं कह
नहीं सकता हाँ
मेरी दिल की यह हसरत है
मगर मैं कह
नहीं सकता हाँ
मैं सब कुछ जानती
हूँ फिर भी लेकिन
तुम्हारे घुम से
मैं जुदा नहीं हूँ
मुझे भी तेरी चाहत है
मगर मैं कह नहीं सकती
मेरी दिल की यह हसरत है
मगर मैं कह नहीं सकती
मेरी क्या बेबसी
है क्या बताऊँ
बताना कुछ भी तो
मुमकिन नहीं है
मुझे तुम से भी उल्फ़त है
मगर मैं कह
नहीं सकता हाँ
मेरी दिल की यह हसरत है
मगर मैं कह नहीं सकता
तड़पती मैं भी
हूँ तेरे लिए पर
मैं हाल ए दिल
सुनाओ भी तो कैसे
ज़माने से शिकायत है
मगर मैं कह नहीं सकती
मेरी दिल की यह हसरत है
मगर मैं कह नहीं सकती
मुझे तुम से मोहब्बत है
मगर मैं कह नहीं सकता हाँ..
Tere bina aise jiya
Ja raha hoon mein
Lagta hai jaise koi
Gunaah kiye ja raha hoon mein
Mujhe tum se mohabbat hai
Magar main keh
Nahin sakta haan
Meri dil ki yeh hasrat hai
Magar main keh
Nahin sakta haan
Main sab kuch jaanti
Hoon phir bhi lekin
Tumhare ghum se
Main juda nahin hoon
Mujhe bhi teri chaahat hai
Magar main keh nahin sakti
Meri dil ki yeh hasrat hai
Magar main keh nahin sakti
Meri kya bebasi
Hai kya bataoon
Batana kuch bhi to
Mumkin nahin hai
Mujhe tum se bhi ulfat hai
Magar main keh
Nahin sakta haan
Meri dil ki yeh hasrat hai
Magar main keh nahin sakta
Tadapti main bhi
Hoon tere liye par
Main haal e dil
Sunao bhi to kaise
Zamane se shikayat hai
Magar main keh nahin sakti
Meri dil ki yeh hasrat hai
Magar main keh nahin sakti
Mujhe tum se mohabbat hai
Magar main keh nahin sakta haan..
Song Details & Credits
| Song | Mujhe Tumse Muhabbat Hai |
|---|---|
| Singers | Kumar Sanu, Mahalakshmi Iyer |
| Movie | Qayamat: City Under Threat |
| Lyricist | Sameer |
| Music | Nadeem Saifi, Shravan Rathod |
| Label | Venus Records |
| Video Director | Harry Baweja |
| Starring | Ajay Devgan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, Arbaaz Khan, Isha Koppikar, Riya Sen, Neha Dhupia, Aashish Chaudhary |
| Year | 2003 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Mujhe Tumse Muhabbat Hai
“Mujhe Tumse Muhabbat Hai” is from the movie Qayamat: City Under Threat, released in 2003.
The lyrics of “Mujhe Tumse Muhabbat Hai” were written by Sameer.
“Mujhe Tumse Muhabbat Hai” is sung by Kumar Sanu and Mahalakshmi Iyer.
The music video of “Mujhe Tumse Muhabbat Hai” was directed by Harry Baweja.
The music video of “Mujhe Tumse Muhabbat Hai” features Ajay Devgan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, Arbaaz Khan, Isha Koppikar, Riya Sen, Neha Dhupia and Aashish Chaudhary.