Taaron Ka Chamakta Lyrics
Taaron Ka Chamakta Lyrics
ए हे आ आ आ ओ हो हो ओ ओ
आ हा हा आ आ हो ओ ओ
तारों का चमकता गेहना हो
तारों का चमकता गेहना हो
फूलों की मेहकती वादी हो
उस घर में खुशहाली आये
जिस घर में तुम्हारी शादी हो
तारों का चमकता गेहना हो
फूलों की मेहकती वादी हो
उस घर में खुशहाली आये
जिस घर में तुम्हारी शादी हो
ये फूल तुम्हारे जेवर है
ये चाँद तुम्हारा आइना
तुम जब ऐसे शरमाती हो
दूल्हे का धड़कता है सीना
हर आइना तुमको देखे
तुम तो ऐसी शेहज़ादी हो
उस घर में खुशहाली आये
जिस घर में तुम्हारी शादी हो
मेरी बेहना है फूल बहारों का
मेरी बेहना है नूर नजारों का
मेरी बेहना के जैसी कोई बेहना नहीं
बिना इसके कही भी मुझे रेहना नहीं
जैसे है चाँद सितारों में
मेरी बेहना है एक हजारों में
हम जैसे भोले भाले की
ये दुनिया तो है दिलवालो की
ये दुनिया तो है दिलवालो की
तारों का चमकता गेहना हो
फूलों की मेहकती वादी हो
उस घर में खुशहाली आये
जिस घर में तुम्हारी शादी हो
खुशियो के महेलों में बैठो
कोई ग़म ना तुम्हारे पास आये
ना उम्र का पहेरा हो तुम पे
मेरे दिल की दुवा ये रंग लाये
रब हस्ता हुआ रखे तुमको
तुम तो हसने की आदी हो
उस घर में खुशहाली आये,
जिस घर में तुम्हारी शादी हो
तारों का चमकता गेहना हो
फूलों की मेहकती वादी हो
उस घर में खुशहाली आये,
जिस घर में तुम्हारी शादी हो
तारों का चमकता गेहना हो
फूलों की मेहकती वादी हो
उस घर में खुशहाली आये,
जिस घर में तुम्हारी शादी हो
Aye hey aa aa aa o ho ho o o
Aa ha ha aa aa ho o o
Taaron ka chamakata gehna ho
Taaron ka chamakata gehna ho
Phoolon ki mehakti waadi ho
Us ghar mein khushhaali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Taaron ka chamakata gehna ho
Phoolon ki mehakti waadi ho
Us ghar mein khushhaali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Ye phool tumhare jevar hai
Ye chand tumhara aaina
Tum jab aise sharamaati ho
Dulhe ka dhadakta hai seena
Har aaina tumko dekhe
Tum to aisi shehzaadi ho
Us ghar mein khushhaali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Meri behna hai phool bahaaron ka
Meri behna hai noor najaaron ka
Meri behna ke jaisi koi behna nahi
Bina iske kahi bhi mujhe rehna nahi
Jaise hai chand sitaaron mein
Meri behna hai ek hazaro mein
Hum jaise bhole bhaale ki
Ye duniya to hai dilwalo ki
Ye duniya to hai dilwalo ki
Taaron ka chamakata gehna ho
Phoolon ki mehakti waadi ho
Us ghar mein khushhaali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Khushiyo ke mahelon mein baitho
Koi gham naa tumhare paas aaye
Naa umar ka pahera ho tum pe
Mere dil ki duwa ye rang laaye
Rab hasta hua rakhe tumko
Tum to hasne ki aadi ho
Us ghar mein khushhaali aaye,
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Taaron ka chamakata gehna ho
Phoolon ki mehakti waadi ho
Us ghar mein khushhaali aaye,
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Taaron ka chamakata gehna ho
Phoolon ki mehakti waadi ho
Us ghar mein khushhaali aaye,
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Aa hea aa aa oh ho ho oh oh
aa haa aa aa ho oh oh
be a shining jewel of stars
be a shining jewel of stars
be fragrant with flowers
may there be prosperity in that house
the house where you get married
be a shining jewel of stars
be fragrant with flowers
may there be prosperity in that house
the house where you get married
These flowers are your jewelry
This moon is your mirror
when you blush like that
groom's chest beats
every mirror sees you
you are such a princess
may there be prosperity in that house
the house where you get married
my sister is the flower of spring
My sister is the light of the sights
There is no sister like my sister
I can't live anywhere without it
like the moon among the stars
my sister is one in a thousand
of innocent people like us
This is the world of the heartless
This is the world of the heartless
be a shining jewel of stars
be fragrant with flowers
may there be prosperity in that house
the house where you get married
sit in the palaces of happiness
may no sorrow come to you
age has no protection on you
May the blessings of my heart bring these colors
may god keep you safe
you are addicted to laughing
May there be prosperity in that house,
the house where you get married
be a shining jewel of stars
be fragrant with flowers
May there be prosperity in that house,
the house where you get married
be a shining jewel of stars
be fragrant with flowers
May there be prosperity in that house,
the house where you get married
Song details & credits
| Song | Taaron Ka Chamakta |
|---|---|
| Singers | Bali Brahmabhatt, Udit Narayan |
| Movie | Hum Tumhare Hain Sanam |
| Lyricist | Sameer |
| Music | Bali Brahmabhatt |
| Label | T-Series |
| Starring | Shah Rukh Khan, Salman Khan, Madhuri Dixit |
| Year | 2002 |
| Language | Hindi |




