Mohabbat Dil Ka Sakoon Lyrics
Mohabbat Dil Ka Sakoon Lyrics
हे हे हे हे हे हे
आ हा हा हा हा हा हा
हो हो हो हो हो हो
आ हा हा हा हा
मोहब्बत
दिल का सूकून है ऐतबार
मोहब्बत
दिल की तड़प है ये इंतज़ार
मोहब्बत
दिल का सूकून है ऐतबार
मोहब्बत
दिल की तड़प है ये इंतेज़ार
ओ, देखा है आज हमने सनम
आप की आँखों में प्यार
मोहब्बत
दिल का सूकून है ऐतबार
मोहब्बत
दिल की तड़प है ये इंतज़ार
देखा है आज हमने सनम
आप की आँखों में प्यार
मोहब्बत
दिल का सूकून है ऐतबार
मोहब्बत
दिल की तड़प है ये इंतज़ार
हे हे हे हे हे
आ हा हा हा हा
इश्क़ है चाहत का नशा
तुझको नहीं है पता
जिसने किया वो जाने हैं
कैसा है इसका मज़ा
इस में मिलान की है बेखुदी
इस में जुदाई भी है
इस में वफ़ाओं का रंग है
बेवफ़ाई भी है
प्यार में जीते मरते हैं
हम आशिक दीवाने
प्यार में जीते मरते हैं
हम आशिक दीवाने
मोहब्बत
दिल का सूकून है ऐतबार
मोहब्बत
दिल की तड़प है ये इंतेज़ार
आ आ आ आ आ आ आ
आ हा हा हा हा हा हा
आ आ आ आ आ आ आ
ओ हो हो हो हो
इस में हकीकत है छुपी
इस में कहानी भी है, ओ
इस के लबों पे हसी है तो
आँखों में पानी भी है
इस में तो है बेचैनियां
इस में क़रार भी है
जीत है जो इस खेल में
इस में तो हार भी है
इस में जलके मारते है
उल्फत के परवाने
हो इस में जलके मारते है
उल्फत के परवाने
मोहब्बत
करती है दिल को बेक़रार
मोहब्बत
दिल की तड़प है ये इंतज़ार
मोहब्बत
दिल का सुकून है ऐतबार
मोहब्बत
दिल की तड़प है ये इंतज़ार
हो, देखा है आज हमने सनम
आप की आँखों में प्यार
Hey hey hey hey hey hey
Aa ha ha ha ha ha ha
Ho ho ho ho ho ho
Aa ha ha ha ha
Mohabbat
Dil ka sookoon hai aitbaar
Mohabbat
Dil ki tadap hai ye intezaar
Mohabbat
Dil ka sookoon hai aitbaar
Mohabbat
Dil ki tadap hai ye intezaar
O, dekha hai aaj humne sanam
Aap ki aankhon mein pyaar
Mohabbat
Dil ka sookoon hai aitbaar
Mohabbat
Dil ki tadap hai ye intezaar
Dekha hai aaj humne sanam
Aap ki aankhon mein pyaar
Mohabbat
Dil ka sookoon hai aitbaar
Mohabbat
Dil ki tadap hai ye intezaar
Hey hey hey hey hey
Aa ha ha ha ha
Ishq hai chahat ka nasha
Tujhko nahi hai pata
Jisne kiya wo jaane hain
Kaisa hai iska maza
Is mein milan ki hai bekhudi
Is mein judaai bhi hai
Is mein wafaaon ka rang hai
Bevfaayi bhi hai
Pyaar mein jeete marte hain
Hum aashiq deewane
Pyaar mein jeete marte hain
Hum aashiq deewane
Mohabbat
Dil ka sookoon hai aitbaar
Mohabbat
Dil ki tadap hai ye intezaar
Aa aa aa aa aa aa aa
Aa ha ha ha ha ha ha
Aa aa aa aa aa aa aa
O ho ho ho ho
Is mein hakikat hai chhupi
Is mein kahani bhi hai, o
Is ke labon pe hasi hai to
Aankhon mein paani bhi hai
Is mein to hai bechainiyaan
Is mein qaraar bhi hai
Jeet hai jo is khel mein
Is mein to haar bhi hai
Is mein jalke maarte hai
Ulfat ke parwaane
Ho is mein jalke maarte hai
Ulfat ke parwaane
Mohabbat
Karti hai dil ko beqraar
Mohabbat
Dil ki tadap hai ye intezaar
Mohabbat
Dil ka sukoon hai aitbaar
Mohabbat
Dil ki tadap hai ye intezaar
Ho, dekha hai aaj humne sanam
Aap ki aankhon mein pyaar
heh heh heh heh heh
Aa ha ha ha ha ha ha
ho ho ho ho ho ho
aa ha ha ha ha
love
Faith is peace of heart
love
This wait is the yearning of the heart
love
Faith is peace of heart
love
This wait is the yearning of the heart
Oh, today we have seen Sanam
love in your eyes
love
Faith is peace of heart
love
This wait is the yearning of the heart
Today we saw Sanam
love in your eyes
love
Faith is peace of heart
love
This wait is the yearning of the heart
hey hey hey hey
aa ha ha ha ha
love is the intoxication of desire
you don't know
whoever did it should go
how is it fun
Milan's absurdity in this
There is also separation in this
This has the color of loyalty
there is infidelity too
live and die in love
we are lovers crazy
live and die in love
we are lovers crazy
love
Faith is peace of heart
love
This wait is the yearning of the heart
aa aa aa aa aa
Aa ha ha ha ha ha ha
aa aa aa aa aa
oh ho ho ho ho
there is truth hidden in this
There's a story in this too, oh
There is a smile on his lips
eyes water too
There is uneasiness in this
There is also a contract in this
Who wins in this game
There is defeat in this too
इस में जलके मारते है
permission to abuse
yes let's get into it
permission to abuse
love
makes the heart restless
love
This wait is the yearning of the heart
love
Trust is peace of heart
love
This wait is the yearning of the heart
Yes, today we saw Sanam
love in your eyes
Song details & credits
| Song | Mohabbat Dil Ka Sakoon |
|---|---|
| Singers | Alka Yagnik, Kumar Sanu, Udit Narayan |
| Movie | Dil Hai Tumhaara |
| Lyricist | Sameer |
| Music | Nadeem Shravan |
| Label | Tips |
| Starring | Arjun Rampal, Jimmy Shergill, Preity Zinta, Mahima Chaudhry, Rekha |
| Year | 2002 |
| Language | Hindi |




