Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2002

Deewana Deewana Lyrics

By Sunidhi Chauhan • Movie: Rishtey

यह दिल यह दिल यह दिल यह दिल यह दिल
यह दिल यह दिल यह दिल यह दिल यह दिल
दीवाना दीवाना हो जाये
चैन को चैन न आये
प्यार से प्यार हो जाए
जब यह दिल खो जाए
दीवाना दीवाना हो जाये
चैन को चैन न आये
प्यार से प्यार हो जाए
जब यह दिल खो जाए

राहों में कोई मिल जाता है
दिल को चुरा ले गया है
दिल उसी का हो जाता है
लौट के फिर नहीं आता है
साँसों की सांसे रुक जाए
नींद को नींद न आये
दर्द का दर्द बढाये
जब यह दिल खो जाए
दीवाना दीवाना हो जाये
चैन को चैन न आये

प्यार से प्यार हो जाए
जब यह दिल खो जाए

दिल किसने मेरा ले लिया
दिल के बदले दिल दिया
आ हा हा रब्ब से मेरी है दुआ
दिल से दिल न हो जुदा
आँखों से आँखें मिल जाए
हाथों में हाथ आ जाए
बातों में बात हो जाए
जब यह दिल खो जाए
दीवाना दीवाना हो जाये
चैन को चैन न आये
प्यार से प्यार हो जाए

जब यह दिल खो जाए
यह दिल यह दिल
यह दिल यह दिल
यह दिल यह दिल
यह दिल यह दिल
यह दिल यह दिल.

Yeh dil yeh dil yeh dil yeh dil yeh dil
Yeh dil yeh dil yeh dil yeh dil yeh dil
Deewana deewana ho jaye
Chain ko chain na aaye
Pyaar se pyaar ho jaaye
Jab yeh dil kho jaaye
Deewana deewana ho jaye
Chain ko chain na aaye
Pyaar se pyaar ho jaaye
Jab yeh dil kho jaaye

Raahon mein koi mil jaata hai
Dil ko chura le gaya hai
Dil usi ka ho jata hai
Laut ke phir nahin aata hai
Saason ki saase ruk jaaye
Neend ko neend na aaye
Dard ka dard badaye
Jab yeh dil kho jaaye
Deewana deewana ho jaye
Chain ko chain na aaye
Pyaar se pyaar ho jaaye
Jab yeh dil kho jaaye

Dil kisne mera le liya
Dil ke badle dil diya
Aa ha ha rabb se meri hai dua
Dil se dil na ho judaa
Aakhon se aakhen mil jaaye
Haathon mein haath aa jaaye
Baaton mein baat ho jaaye
Jab yeh dil kho jaaye
Deewana deewana ho jaye
Chain ko chain na aaye
Pyaar se pyaar ho jaaye

Jab yeh dil kho jaaye
Yeh dil yeh dil
Yeh dil yeh dil
Yeh dil yeh dil
Yeh dil yeh dil
Yeh dil yeh dil.

Song Details & Credits
Song Deewana Deewana
Singer Sunidhi Chauhan
Movie Rishtey
Lyricist Abbas Katak
Music Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
Label UltraHindi
Video Director Indra Kumar
Starring Anil Kapoor, Karisma Kapoor, Shilpa Shetty
Year 2002
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Deewana Deewana

“Deewana Deewana” is from the movie Rishtey, released in 2002.

The lyrics of “Deewana Deewana” were written by Abbas Katak.

“Deewana Deewana” is sung by Sunidhi Chauhan.

The music video of “Deewana Deewana” was directed by Indra Kumar.

The music video of “Deewana Deewana” features Anil Kapoor, Karisma Kapoor and Shilpa Shetty.