Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2002

Aa Bhi Jaa Aa Bhi Jaa Lyrics

आ भी जा, अये सुबह आ भी जा
आ भी जा, अये सुबह आ भी जा
रात को कर विदा, दिलरुबा आ जा
आ भी जा, अये सुबह आ भी जा
आ भी जा, अये सुबह आ भी जा
रात को कर विदा, दिलरुबा आ जा
आ भी जा, अये सुबह आ भी जा

मेरे, मेरे दिल के पागलपन की ओह सीमा क्या है
यूँ तो तू है मेरी, छाया तुझमे हो तेरा क्या है
मैं हूँ गगन तू है ज़मीन, अधूरी सी मेरे बिना
रात को कर विदा अये सुबह आ भी जा

आ भी जा, अये सुबह आ भी जा
आ भी जा, अये सुबह आ भी जा

देखूं चाहे जिसको
कुछ कुछ तुझसा दीखता क्यूँ है
जानूं, जानूं ना मैं
तेरा मेरा रिश्ता क्यूँ है
कैसे कहूँ कितना बेचैन है दिल मेरा तेरे बिना
दिलरुबा आ जा
आ भी जा, अये सुबह आ भी जा
आ भी जा, अये सुबह आ भी जा..

Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

Mere, mere dil ke paagalpan ki oh seema kya hai
Yun to tu hai meri, chhaaya tujh mein, ho, tera kya hai
Main hoon gagan tu hai zameen, adhoori si mere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

Dekhoon chaahe jisko
Kuch kuch tujhsa dikhta kyoon hai
Jaanoon, jaanoon na main
Tera mera rishta kyoon hai
Kaise kahoon kitna bechain hai dil mera tere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa..

Song Details & Credits
Song Aa Bhi Jaa Aa Bhi Jaa
Singers Lucky Ali, Sunidhi Chauhan
Movie Sur: The Melody Of Life
Lyricist Muqtida Hasan Nida Fazli
Music M. M. Keeravani
Label Universal
Video Director Tanuja Chandra
Starring Lucky Ali, Gauri Karnik, Simone Singh, Achint Kaur, Divya Dutta
Year 2002
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Aa Bhi Jaa Aa Bhi Jaa

“Aa Bhi Jaa Aa Bhi Jaa” is from the movie Sur: The Melody Of Life, released in 2002.

The lyrics of “Aa Bhi Jaa Aa Bhi Jaa” were written by Muqtida Hasan Nida Fazli.

“Aa Bhi Jaa Aa Bhi Jaa” is sung by Lucky Ali and Sunidhi Chauhan.

The music video of “Aa Bhi Jaa Aa Bhi Jaa” was directed by Tanuja Chandra.

The music video of “Aa Bhi Jaa Aa Bhi Jaa” features Lucky Ali, Gauri Karnik, Simone Singh, Achint Kaur and Divya Dutta.