Yeh Dil Mohabbat Mein Lyrics
यह दिल मोहब्बत में हार दूँ
यह जान भी तुझ पे वार दूँ
यह दिल मोहब्बत में हार दूँ
यह जान भी तुझ पे वार दूँ
आँचल में तेरे समां न सके
दामन में तेरे समां न सके
मैं तहज को इतना प्यार दूँ
यह दिल मोहब्बत में हार दूँ
यह जान भी तुझ पे वार दूँ
सारे ज़माने की दौलतें
अपनी मोहब्बतें की जन्नतें
सारे ज़माने की दौलतें
अपनी मोहब्बतें की जन्नतें
रक् दूँ मैं कदमों में तेरे
खुशियाँ तुझे मैं बेशुमार दूँ
यह दिल मोहब्बत में हार दूँ
यह जान भी तुझ पे वार दूँ
हम किस कदर खुश नसीब है
एक दुसरे के करीब है
हम किस कदर खुश नसीब है
एक दुसरे के करीब है
दिल चाहे इस एक पल मैं सनम
मैं उम्र साड़ी गुज़ार दूँ
तेरी मोहब्बत का शुक्रिया
तहज को दुआएं हज़ार दूँ
सौ बार यह ज़िन्दगी मिले
सौ बार तुझ पे में वार दूँ
तू मेरी आँखों को नींद दे
मैं तेरे दिल दो करार दूं
यह फूल क्या तेरे सामने
आ तहज को साडी बहार दूँ
पूछे खुदा कुछ माँग ले
पूछे खुदा कुछ माँग ले
मैं नाम तेरा पुकार दूँ..
Yeh dil mohabbat mein haar doon
Yeh jaan bhi tujh pe waar doon
Yeh dil mohabbat mein haar doon
Yeh jaan bhi tujh pe waar doon
Aanchal mein tere sama na sake
Daaman mein tere sama na sake
Main tuhj ko itna pyaar doon
Yeh dil mohabbat mein haar doon
Yeh jaan bhi tujh pe waar doon
Saare zamane ki daulatein
Apni mohabbatein ki jannatein
Saare zamane ki daulatein
Apni mohabbatein ki jannatein
Rak doon main kadmo mein tere
Khushiyaan tujhe main beshumaar doon
Yeh dil mohabbat mein haar doon
Yeh jaan bhi tujh pe waar doon
Hum kis kadar khush naseeb hai
Ek doosre ke kareeb hai
Hum kis kadar khush naseeb hai
Ek doosre ke kareeb hai
Dil chahe is ek pal main sanam
Main umr saari guzaar doon
Teri mohabbat ka shukriyaa
Tuhj ko duaein hazar doon
Sau bar yeh zindagi mile
Sau bar tujh pe mein waar doon
Tu meri aankhon ko neend de
Main tere dil do karar doon
Yeh phool kya tere saamne
Aa tuhj ko sari bahar doon
Puchche khuda kuch maang le
Puchche khuda kuch maang le
Main naam tera pukaar doon..
Song Details & Credits
| Song | Yeh Dil Mohabbat Mein |
|---|---|
| Singers | Alka Yagnik, Udit Narayan |
| Movie | Yeh Raaste Hain Pyaar Ke |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Music | Darshan Rathod, Sanjeev Rathod |
| Label | Tips Music |
| Video Director | Deepak Shivdasani |
| Starring | Ajay Devgan, Madhuri Dixit, Preity Zinta. |
| Year | 2001 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Yeh Dil Mohabbat Mein
“Yeh Dil Mohabbat Mein” is from the movie Yeh Raaste Hain Pyaar Ke, released in 2001.
The lyrics of “Yeh Dil Mohabbat Mein” were written by Anand Bakshi.
“Yeh Dil Mohabbat Mein” is sung by Alka Yagnik and Udit Narayan.
The music video of “Yeh Dil Mohabbat Mein” was directed by Deepak Shivdasani.
The music video of “Yeh Dil Mohabbat Mein” features Ajay Devgan, Madhuri Dixit and Preity Zinta..