So Gaye Hain Lyrics
So Gaye Hain Lyrics
सो गए हैं, खो गए हैं
दिल के अफ़साने
सो गए हैं, खो गए हैं
दिल के अफ़साने
कोई तो आता, फिर से कभी
इनको जगाने
कोई तो आता, फिर से कभी
इनको जगाने
सो गए हैं, खो गए हैं
दिल के अफ़साने
सो गए हैं, खो गए हैं
दिल के अफ़साने
सांस भी लेती हैं जो कठपुतलियाँ
उनकी भी थामे है कोई डोरियाँ
आँसुओं में भीगी है खामोशियाँ
सो गए हैं, खो गए हैं
दिल के अफ़साने
सो गए हैं, खो गए हैं
दिल के अफ़साने
दिल में इक परछाई है, लहराई सी
आरज़ू मेरी है इक अंगड़ाई सी
इक तमन्ना है कहीं शरमाई सी
सो गए हैं, खो गए हैं
दिल के अफ़साने…
सो गए हैं, खो गए हैं
दिल के अफ़साने…
So gaye hain, kho gaye hain
Dil ke afsaane
So gaye hain, kho gaye hain
Dil ke afsaane
Koi to aata, phir se kabhi
Inko jagaane
Koi to aata, phir se kabhi
Inko jagaane
So gaye hain, kho gaye hain
Dil ke afsaane
So gaye hain, kho gaye hain
Dil ke afsaane
Saans bhi leti hain jo kathputliyaan
Unki bhi thaame hai koi doriyan
Aansuon mein bheegi hai khaamoshiyaan
So gaye hain, kho gaye hain
Dil ke afsaane
So gaye hain, kho gaye hain
Dil ke afsaane
Dil mein ik parchhaayi hai, lahraayi si
Aarzu meri hai ik angdaayi si
Ik tamanna hai kahin sharmaayi si
So gaye hain, kho gaye hain
Dil ke afsaane…
So gaye hain, kho gaye hain
Dil ke afsaane…
fallen asleep, lost
stories of the heart
fallen asleep, lost
stories of the heart
Someone will come some other time
wake them up
Someone will come some other time
wake them up
fallen asleep, lost
stories of the heart
fallen asleep, lost
stories of the heart
Puppets that even breathe
Do they also have any strings attached to them?
silences drenched in tears
fallen asleep, lost
stories of the heart
fallen asleep, lost
stories of the heart
There is a shadow in the heart, like a wave
My desire is like a limb
I have a wish somewhere shy
fallen asleep, lost
Stories of the heart…
fallen asleep, lost
Stories of the heart…
Song details & credits
| Song | So Gaye Hain |
|---|---|
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Movie | Zubeidaa |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Music | A.R. Rahman |
| Label | Sony Music India |
| Starring | Manoj Bajpai, Karisma Kapoor, Rekha |
| Year | 2001 |
| Language | Hindi |




