Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2001

Hum Ho Gaye Aapke Lyrics

क्यूँ बेख़ुदी सी छाई है
क्यों आग सी लगायी है आपने
क्यूँ बेख़ुदी सी छाई है
क्यों आग सी लगायी है आपने
हम हो गए आप के
ओह हो हो हम हो गए आप के
हो मेरा होश भी उड़ाया है
मेरी नींद भी चुरायी ही आपने
मेरा होश भी उड़ाया है
मेरी नींद भी चुरायी ही आपने
ओह हो हो हम हो गए आप के
ओह हो हो हम हो गए आप के

पहले ऐसे कभी दिल धड़कता न था
बेवजह इस तरह से यह तडपता न था
दर्द ऐसा कभी भी मुझको होता न था
हर घडी यूँ मेरा चैन खोता न था
मेरी जान पे बन आयी है
हाँ लत यह क्या बनायीं है आपने

ओह हो हो हम हो गए आप के
हो हो हम हो गए आप के

चोरी चोरी मचलने से क्या फायदा
राज़-इ-दिल खोलने का अपना मज़ा
मुझको है मेरी इन धड़कनों की कसम
आप को भी है मुझसे मोहब्बत सनम
इस में नहीं बुराई है
यह बात क्यों छुपाई है आपने
हा हा हा हम हो गए आप के
हो हो हम हो गए आप के
क्यूँ बेख़ुदी सी छाई है
क्यों आग सी लगायी है आपने
मेरा होश भी उड़ाया है
मेरी नींद भी चुरायी ही आपने
ओह हो हो हम हो गए आप के
है हम हो गए आप के
हां हम हो गए आप के
हुम्म्म हम हो गए आप के.

Kyun bekhudi si chhayi hai
Kyun aag si lagayi hai aapne
Kyun bekhudi si chhayi hai
Kyun aag si lagayi hai aapne
Hum ho gaye aap ke
Oh ho ho hum ho gaye aap ke
Ho mera hosh bhi udaya hai
Meri neend bhi churayi hi aapne
Mera hosh bhi udaya hai
Meri neend bhi churayi hi aapne
Oh ho ho hum ho gaye aap ke
Oh ho ho hum ho gaye aap ke

Pehle aise kabhi dil dhadakta na tha
Bewaja is tarah se yeh tadapta na tha
Dard aisa kabhi bhi mujhko hota na tha
Har ghadi yun mera chain khota na tha
Meri jaan pe ban aayi hai
Haan lat yeh kya banayi hai aapne
Oh ho ho hum ho gaye aap ke
Ho ho hum ho gaye aap ke

Chori chori machalne se kya faayda
Raaz-e-dil kholne ka apna mazaa
Mujhko hai meri in dhadkanon ki kasam
Aap ko bhi hai mujhse mohabbat sanam
Is mein nahi buraai hai
Yeh baat kyon chhupai hai aapne
Ha ha ha hum ho gaye aap ke
Ho ho hum ho gaye aap ke
Kyun bekhudi si chhayi hai
Kyun aag si lagayi hai aapne
Mera hosh bhi udaya hai
Meri neend bhi churayi hi aapne
Oh ho ho hum ho gaye aap ke
Hai hum ho gaye aap ke
Haa hum ho gaye aap ke
Hummm hum ho gaye aap ke.

Song Details & Credits
Song Hum Ho Gaye Aapke
Singers Alka Yagnik, Kumar Sanu
Movie Hum Ho Gaye Aap Ke
Lyricist Sameer
Music Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Label Venus Records
Video Director Agathiyan
Starring Fardeen Khan, Reema Sen, Suman Ranganathan.
Year 2001
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Hum Ho Gaye Aapke

“Hum Ho Gaye Aapke” is from the movie Hum Ho Gaye Aap Ke, released in 2001.

The lyrics of “Hum Ho Gaye Aapke” were written by Sameer.

“Hum Ho Gaye Aapke” is sung by Alka Yagnik and Kumar Sanu.

The music video of “Hum Ho Gaye Aapke” was directed by Agathiyan.

The music video of “Hum Ho Gaye Aapke” features Fardeen Khan, Reema Sen and Suman Ranganathan..