Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2001

Dil Lagaane Ki Sazaa Lyrics

दिल लगाने की सज़ा तो न दोगे तुम
मुझको चाहत में दागा तो न दोगे तुम

मैं तेरा हो चूका हूँ
तू मेरी नज़रों में दीवानी खो चुकी है
हे
दीवाना मैं दीवाना
मैं तेरा हूँ दीवाना
मैं तेरा हूँ दीवाना

दिल लगाने की सज़ा तो न दोगे तुम
मुझको चाहत में दागा तो न दोगे तुम
मुझे है तेरी आरज़ू
मुझे है तेरी जुस्तजू
मुझे है तुमसे प्यार

यूँ करके मुझसे आशिकी
बदल ना जाना तुम कभी
कसम दो मुझको यार

हे
यूँ हंसाकर फिर रुला तो न दोगे तुम
दिल लगाने की सज़ा तो न दोगे तुम
मैं तेरा हो चूका हूँ
तू मेरी नज़रों में दीवानी खो चुकी है
हे

दीवाना मैं दीवाना
मैं तेरा हूँ दीवाना
मैं तेरा हूँ दीवाना

आह आह आह आह आह
आह आह आह
आह आह आह आह आह

है दिल में तेरी धड़कनें
लबों पे तेरा नाम है
तू मेरी प्यास है

तेरे दामन से छूटके
बिखर न जाऊं टूटके
तू मेरी आस है

हे
मेरी दुनिया को मिटा तो न दोगे तुम
दिल लगाने की सज़ा तो न दोगे तुम

मैं तेरा हो चूका हूँ
तू मेरी नज़रों में दीवानी खो चुकी है
हे
दीवाना मैं दीवाना
मैं तेरा हूँ दीवाना.

Dil lagaane ki sazaa to na doge tum
Mujhko chaahat mein dagaa to na doge tum

Main tera ho chuka hoon, tu meri ho chuki hai
Tu meri nazron mein deewani kho chuki hai
Hey, karle mera yakeen
Deewana main deewana
Main tera hoon deewana
Main tera hoon deewana

Dil lagaane ki sazaa to na doge tum
Mujhko chaahat mein dagaa to na doge tum
Mujhe hai teri aarzoo
Mujhe hai teri justaju
Mujhe hai tumse pyaar

Yun karke mujhse aashiqui
Badal na jaana tum kabhi
Kasam do mujhko yaar

Hey, hey, haan
Yun hansaakar phir rulaa to na doge tum
Dil lagaane ki sazaa to na doge tum
Main tera ho chuka hoon, tu meri ho chuki hai
Tu meri nazron mein deewani kho chuki hai
Hey, karle mera yakeen
Deewana main deewana
Main tera hoon deewana
Main tera hoon deewana

Aah aah aah aah aah, aah aah
Aah aah aah, aah aah aah
Aah aah aah aah aah, aah aah

Hai dil mein teri dhadkanein
Labon pe tera naam hai
Tu meri pyaas hai

Tere daaman se chhootke
Bikhar na jaaoon tootke
Tu meri aas hai

Hey, hey, haan
Meri duniya ko mitaa to na doge tum
Dil lagaane ki sazaa to na doge tum

Main tera ho chuka hoon, tu meri ho chuki hai
Tu meri nazron mein deewani kho chuki hai
Hey, karle mera yakeen
Deewana main deewana
Main tera hoon deewana.

Song Details & Credits
Song Dil Lagaane Ki Sazaa
Singers Alka Yagnik, Kumar Sanu
Movie Ek Rishtaa: The Bond Of Love
Lyricist Sameer
Music Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Label Shemaroo
Video Director Suneel Darshan
Starring Amitabh Bachchan, Akshay Kumar, Karisma Kapoor
Year 2001
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Dil Lagaane Ki Sazaa

“Dil Lagaane Ki Sazaa” is from the movie Ek Rishtaa: The Bond Of Love, released in 2001.

The lyrics of “Dil Lagaane Ki Sazaa” were written by Sameer.

“Dil Lagaane Ki Sazaa” is sung by Alka Yagnik and Kumar Sanu.

The music video of “Dil Lagaane Ki Sazaa” was directed by Suneel Darshan.

The music video of “Dil Lagaane Ki Sazaa” features Amitabh Bachchan, Akshay Kumar and Karisma Kapoor.