Dil Chahta Hai Lyrics
Dil Chahta Hai Lyrics
दिल चाहता है
कभी ना बीतें चमकीले दिन
दिल चाहता है
हम ना रहें कभी यारों के बिन
दिन-दिन भर हों प्यारी बातें
झूमे शामें, गाए रातें
मस्ती में रहे डूबा-डूबा हमेशा समा
हमको राहों में यूँ ही मिलती रहें खुशियाँ
दिल चाहता है
कभी ना बीतें चमकीले दिन
दिल चाहता है
हम ना रहें कभी यारों के बिन
झगमगाते हैं, झिलमिलाते हैं अपने रास्ते
ये खुशी रहे, रोशनी रहे अपने वास्ते
झगमगाते हैं, झिलमिलाते हैं अपने रास्ते
ये खुशी रहे, रोशनी रहे अपने वास्ते
ओ हो हो हो हो हो हो हो हो हो
ओ हो हो हो हो हो हो हो हो हो
ओ हो हो हो हो हो हो हो हो हो
ओ हो हो हो हो हो हो हो हो
रंग-बिरंगे मौसम आएँ
नये-नये वो सपने लाएँ
महकी रहें ख्वाबों की हसीं वादियाँ
खिलते रहें यूँ ही प्यार के ये गुलसिताँ
दिल चाहता है
कभी ना बीतें चमकीले दिन
फिर से मिलें जो हम दीवाने
तो ये समझें, तो ये जाने
हम भी रहें, रहें यार हमारे जहाँ
आए नहीं कभी हम में कोई दूरियाँ
दिल चाहता है
कभी ना बीतें चमकीले दिन
दिल चाहता है
हम ना रहें कभी यारों के बिन
दिल चाहता है
Dil chahta hai
Kabhi naa beeten chamkeele din
Dil chahta hai
Hum naa rahen kabhi yaaron ke bin
Din-din bhar hon pyaari baatein
Jhoome shaamein, gaaye raatein
Masti mein rahe dooba-dooba hamesha samaa
Humko raahon mein yun hi milti rahen khushiyaan
Dil chahta hai
Kabhi naa beeten chamkeele din
Dil chahta hai
Hum naa rahen kabhi yaaron ke bin
Jhagamgaate hain, jhilmilate hain apne raaste
Ye khushi rahe, roshani rahe apne vaaste
Jhagamgaate hain, jhilmilate hain apne raaste
Ye khushi rahe, roshani rahe apne vaaste
O ho ho ho ho ho ho ho ho ho
O ho ho ho ho ho ho ho ho ho
O ho ho ho ho ho ho ho ho ho
O ho ho ho ho ho ho ho ho
Rang-birange mausam aayen
Naye-naye wo sapne laayen
Mahki rahen khvaabon ki haseen waadiyaa
Khilte rahen yun hi pyaar ke ye gulsitaan
Dil chahta hai
Kabhi naa beeten chamkeele din
Phir se milein jo hum deewane
To ye samjhen, to ye jaane
Hum bhi rahen, rahen yaar hamaare jahan
Aaye nahi kabhi hum mein koi dooriyan
Dil chahta hai
Kabhi naa beeten chamkeele din
Dil chahta hai
Hum naa rahen kabhi yaaron ke bin
Dil chahta hai
heart desires
never let the bright days pass
heart desires
May we never be without friends
Let there be lovely talks all day long
dance in the evenings, sing in the nights
Always remain immersed in fun
May we continue to find happiness on the way
heart desires
never let the bright days pass
heart desires
May we never be without friends
twinkle, twinkle our paths
Let there be happiness, let there be light for you
twinkle, twinkle our paths
Let there be happiness, let there be light for you
oh ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
oh ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
oh ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
oh ho ho ho ho ho ho ho ho ho
May the weather be colorful
bring new dreams
May the valleys of dreams remain fragrant
These flowers of love keep blooming like this
heart desires
never let the bright days pass
meet again we crazy
So understand this, then know this
Let us also stay, stay where we are, friend.
There has never been any distance between us
heart desires
never let the bright days pass
heart desires
May we never be without friends
heart desires
Song details & credits
| Song | Dil Chahta Hai |
|---|---|
| Singer | Shankar Mahadevan |
| Movie | Dil Chahta Hai |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Music | Shanker-Ehsaan-Loy |
| Label | T-Series |
| Starring | Aamir Khan, Akshaye Khanna, Saif Ali Khan, Preity Zinta |
| Year | 2001 |
| Language | Hindi |




