Chhoti Chhoti Raatein Lyrics
छोटी छोटी रातें
लंबी हो जाती हैं
छोटी छोटी रातें
लंबी हो जाती हैं
बैठे बिठाए यूँही
नींदे खो जाती हैं
दिल में बेचैनी आँखों
में इंतज़ार होता है
जब किसी को किसी से प्यार होता है
जब किसी को किसी से प्यार होता है
छोटी छोटी रातें
लंबी हो जाती हैं
बैठे बिठाए यूँही
नींदे खो जाती हैं
दिल में बेचैनी आँखों
में इंतज़ार होता है
जब किसी को किसी से प्यार होता है
जब किसी को किसी से प्यार होता है
छोटी छोटी रातें
लंबी हो जाती हैं
दीवानों सी हालत है अपनी
पूछो न क्या चाहत है अपनी
थामली मैंने तेरी यह बाहें
इन बाहों में जन्नत है अपनी
फूल सा खिलके मेहका है यह दिल
फिर तुझे छूके मेहका है यह दिल
दिल का क्या है यह तो
हरपल बेकरार होता है
जब किसी को किसी से प्यार होता है
जब किसी को किसी से प्यार होता है
छोटी छोटी रातें लंबी हो जाती हैं
पंछी बांके उड़ जाते दिल
मिलते हैं जब सपनों की मंज़िल
सपने तो फिर सपने होते हैं
सच है यह कब अपने होते हैं
जाग किया फिर देखा कब सपना
जब कोई दिल को लगे कोई अपना
न दिल पे काबू न खुद
पे इख्तियार होयता है
जब किसी को किसी से प्यार होता है
जब किसी को किसी से प्यार होता है
छोटी छोटी रातें
लंबी हो जाती हैं
बैठे बिठाए यूँही
नींदे खो जाती हैं
दिल में बेचैनी आँखों
में इंतज़ार होता है
जब किसी को किसी से प्यार होता है
जब किसी को किसी से प्यार होता है..
Chhoti chhoti raatein
Lambi ho jaati hain
Chhoti chhoti raatein
Lambi ho jaati hain
Baithe bithaaye yunhi
Neende kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon
Mein intezaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Chhoti chhoti raatein
Lambi ho jaati hain
Baithe bithaaye yunhi
Neende kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon
Mein intezaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Chhoti chhoti raatein
Lambi ho jaati hain
Deewanon si haalat hai apni
Pucho na kya chaahat hai apni
Thaamli maine teri yeh baahen
In baahon mein jannat hai apni
Phool sa khilke mehka hai yeh dil
Phir tujhe chhuke mehka hai yeh dil
Dil ka kya hai yeh to
Harpal bekaraar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain
Panchhi banke ud jaate dil
Milte hain jab sapno ki manzil
Sapne to phir sapne hote hain
Sach hai yeh kab apne hote hain
Jaag kiya phir dekha kab sapna
Jab koi dil ko lage koi apna
Na dil pe kaabo na khud
Pe ikhtiyaar hoyta hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Chhoti chhoti raatein
Lambi ho jaati hain
Baithe bithaaye yunhi
Neende kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon
Mein intezaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai..
Song Details & Credits
| Song | Chhoti Chhoti Raatein |
|---|---|
| Singers | Anuradha Paudwal, Sonu Nigam |
| Movie | Tum Bin |
| Lyricist | Faaiz Anwar |
| Music | Nikhil, Vinay |
| Label | T-Series |
| Video Director | Anubhav Sinha |
| Starring | Priyanshu Chatterjee, Himanshu Malik, Sandali Sinha, Rakesh Bapat, Vikram Gokhale. |
| Year | 2001 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Chhoti Chhoti Raatein
“Chhoti Chhoti Raatein” is from the movie Tum Bin, released in 2001.
The lyrics of “Chhoti Chhoti Raatein” were written by Faaiz Anwar.
“Chhoti Chhoti Raatein” is sung by Anuradha Paudwal and Sonu Nigam.
The music video of “Chhoti Chhoti Raatein” was directed by Anubhav Sinha.
The music video of “Chhoti Chhoti Raatein” features Priyanshu Chatterjee, Himanshu Malik, Sandali Sinha, Rakesh Bapat and Vikram Gokhale..