Mausam Badal Raha Lyrics
मौसम बदल रहा
जादू सा चल रहा है
मौसम बदल रहा
जादू सा चल रहा है
कही खो गए हम सजना
मौसम बदल रहा
जादू सा चल रहा है
मौसम बदल रहा
जादू सा चल रहा है
कही खो गए हम सजना
मौसम बदल रहा
जादू सा चल रहा है
मौसम बदल रहा
जादू सा चल रहा है
तेरी बिंदिया तेरा कजरा
पूछ रहा क्या तेरा कंगना
मांग रहा रब से दुआ
छूटे अभी अब तेरा संग न
तेरी खुश्बू लेके खिले
फूल बहारों के
तुझपे जवा जाने जा
रंग नजारो ने
सावन भी जल रहा है
जादू सा चल रहा है
सावन भी जल रहा है
जादू सा चल रहा है
कही खो गए हम सजना
मौसम बदल रहा
जादू सा चल रहा है
मौसम बदल रहा
जादू सा चल रहा है
मेरी निंदिया तेरा सपना
मेरी अँखियो में तेरा चेहरा
मेरा तन मन तेरी धड़कन
मेरी साँसों पे तेरा पेहरा
एक पल भी दूर न
तू मेरे ख्यालों से
मैंने तुझे प्यार
किया कितने सालो से
अरमान मचल रहा है
जादू सा चल रहा है
कही खो गए हम सजना
मौसम बदल रहा
जादू सा चल रहा है
मौसम बदल रहा
जादू सा चल रहा है.
Mausam badal raha
Jadu sa chal raha hai
Mausam badal raha
Jadu sa chal raha hai
Kahi kho gaye hum sajna
Mausam badal raha
Jadu sa chal raha hai
Mausam badal raha
Jadu sa chal raha hai
Kahi kho gaye hum sajna
Mausam badal raha
Jadu sa chal raha hai
Mausam badal raha
Jadu sa chal raha hai
Teri bindiya tera kajra
Puchh raha kya tera kangana
Mang raha rab se dua
Chhute abhi ab tera sang na
Teri khusbu leke khile
Phul baharo ke
Tujhpe jawa jane jaa
Rang najaaro ne
Sawan bhi jal raha hai
Jadu sa chal raha hai
Sawan bhi jal raha hai,
Jadu sa chal raha hai
Kahi kho gaye hum sajna
Mausam badal raha
Jadu sa chal raha hai
Mausam badal raha
Jadu sa chal raha hai
Meri nindiya tera sapna
Meri ankhiyo me tera chehra
Mera tan man teri dhadkan
Meri sanso pe tera pehra
Ek pal bhi dur na
Tu mere khyalo se
Maine tujhe pyar
Kiya kitne salo se
Arman machal raha hai
Jadu sa chal raha hai
Kahi kho gaye hum sajna
Mausam badal raha
Jadu sa chal raha hai
Mausam badal raha
Jadu sa chal raha hai.
Song Details & Credits
| Song | Mausam Badal Raha |
|---|---|
| Singers | Anuradha Paudwal, Udit Narayan |
| Movie | Papa The Great |
| Lyricist | Faaiz Anwar |
| Music | Nikhil, Vinay |
| Label | T-Series |
| Video Director | K. Bhagyaraj |
| Starring | Krishna Kumar, Nagma, Satya Prakash. |
| Year | 2000 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Mausam Badal Raha
“Mausam Badal Raha” is from the movie Papa The Great, released in 2000.
The lyrics of “Mausam Badal Raha” were written by Faaiz Anwar.
“Mausam Badal Raha” is sung by Anuradha Paudwal and Udit Narayan.
The music video of “Mausam Badal Raha” was directed by K. Bhagyaraj.
The music video of “Mausam Badal Raha” features Krishna Kumar, Nagma and Satya Prakash..