Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2000

Aksar Is Duniya Mein Lyrics

By Alka Yagnik • Movie: Dhadkan

हे हे एह हे हे
एह हे एह हे हे
हे हे एह हे हे
आ हा आ हा हा
अक्सर इस दुनिया में
अनजाने मिलते हैं
अक्सर इस दुनिया में
अनजाने मिलते हैं
अनजानी राहों में
मिलके खो जाते हैं
लेकिन हमेशा
वो याद आते हैं
अक्सर इस दुनिया में
अनजाने मिलते हैं
अनजानी राहों में
मिलके खो जाते हैं
लेकिन हमेशा
वो याद आते हैं
अक्सर इस दुनिया में
आँखों से बात होती है
धड़कन भी साथ होती है
कोई न समझे यह
इश्क़ की जुबां
आँखों से बात होती है
धड़कन भी साथ होती है
कोई न समझे यह
इश्क़ की जुबां
दू रु रु रु रु रु
रु रु रु रु रु रु
रु रु रु रु रु रु रु
धीरे धीरे से
वो दिल में बस जाते हैं
धीरे धीरे से
वो दिल में बस जाते हैं
चोरी चोरी से वो
दिल को चुराते हैं
फिर एक दिन वो
बिछड़ जाते हैं
अक्सर इस दुनिया में
यह दिल तो प्यार मांगे है
सच्चा दिलदार माँगे है

जाने मोहब्बत
मिले किस्से कहाँ
यह दिल तो प्यार मांगे है
सच्चा दिलदार माँगे है
जाने मोहब्बत
मिले किस्से कहाँ
दू रु रु रु रु रु रु
रु रु रु रु रु
रु रु रु रु रु रु रु
जब ऐसी रातों में
दीवाने मिलते हैं
जब ऐसी रातों में
दीवाने मिलते हैं
नज़रें टकराती हैं
फिर दिल धड़कते हैं
चाहत के अफ़साने
बन जाते हैं
अक्सर इस दुनिया में

दुनिया में दुनिया में
अनजाने मिलते हैं
मिलते हैं मिलते हैं

अनजानी राहों में
मिलके खो जाते हैं
लेकिन हमेशा
वो याद आते हैं
लेकिन हमेशा
वो याद आते हैं
लेकिन हमेशा
वो याद आते हैं
लेकिन हमेशा
वो याद आते हैं

हाँ अक्सर इस दुनिया में
आह आह आह आह आह आह
आह आह आह आह
आह आह आह आह आह आह
आह आह आह आह
आह आह आह आह आह आह
आह आह आह आह.

Hey hey eh hey hey
Eh hey eh hey hey
Hey hey eh hey hey
Aa ha aa ha ha
Aksar is duniya mein
Anjaane milte hain
Aksar is duniya mein
Anjaane milte hain
Anjaani raahon mein
Milke kho jaate hain
Lekin hamesha
Wo yaad aate hain
Aksar is duniya mein
Anjaane milte hain
Anjaani raahon mein
Milke kho jaate hain
Lekin hamesha
Wo yaad aate hain
Aksar is duniya mein
Aankhon se baat hoti hai
Dhadkan bhi saath hoti hai
Koi na samjhe yeh
Ishq ki zubaan
Aankhon se baat hoti hai
Dhadkan bhi saath hoti hai
Koi na samjhe yeh
Ishq ki zubaan
Du ru ru ru ru ru
Ru ru ru ru ru ru
Ru ru ru ru ru ru ru
Dheere dheere se
Wo dil mein bas jaate hain
Dheere dheere se
Wo dil mein bas jaate hain
Chori chori se wo
Dil ko churaate hain
Phir ek din wo
Bichhad jaate hain
Aksar is duniya mein
Yeh dil to pyaar maange hai
Saccha dildaar maange hai
Jaane mohabbat
Mile kisse kahan
Yeh dil to pyaar maange hai
Saccha dildaar maange hai
Jaane mohabbat
Mile kisse kahan
Du ru ru ru ru ru ru
Ru ru ru ru ru
Ru ru ru ru ru ru ru
Jab aisi raaton mein
Deewane milte hain
Jab aisi raaton mein
Deewane milte hain
Nazrein takraati hain
Phir dil dhadakte hain
Chaahat ke afsaane
Ban jaate hain
Aksar is duniya mein

Duniya mein duniya mein
Anjaane milte hain
Milte hain milte hain

Anjaani raahon mein
Milke kho jaate hain
Lekin hamesha
Wo yaad aate hain
Lekin hamesha
Wo yaad aate hain
Lekin hamesha
Wo yaad aate hain
Lekin hamesha
Wo yaad aate hain

Haan aksar is duniya mein
Aah aah aah aah aah aah
Aah aah aah aah
Aah aah aah aah aah aah
Aah aah aah aah
Aah aah aah aah aah aah
Aah aah aah aah.

Song Details & Credits
Song Aksar Is Duniya Mein
Singer Alka Yagnik
Movie Dhadkan
Lyricist Sameer
Music Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Label Venus
Video Director Dharmesh Darshan
Starring Akshay Kumar, Shilpa Shetty, Sunil Shetty, Mahima Chaudhry.
Year 2000
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Aksar Is Duniya Mein

“Aksar Is Duniya Mein” is from the movie Dhadkan, released in 2000.

The lyrics of “Aksar Is Duniya Mein” were written by Sameer.

“Aksar Is Duniya Mein” is sung by Alka Yagnik.

The music video of “Aksar Is Duniya Mein” was directed by Dharmesh Darshan.

The music video of “Aksar Is Duniya Mein” features Akshay Kumar, Shilpa Shetty, Sunil Shetty and Mahima Chaudhry..