Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1999

Paas Bulati Hai Lyrics

माँ.. ओ माँ.. माँ.. ओ माँ..
माँ.. ओ माँ.. माँ.. ओ माँ..
(पास बुलाती है कितना रुलाती है
पास बुलाती है कितना रुलाती है
याद तुम्हारी जब जब मुझ को
आती है, आती है) x 2

आ आ..

(जिनके सर पे ममता की दुआएं हैं
किस्मत वाले वो हैं जिनकी माँये हैं) x 2

जिस्म तो होता है पर जान नहीं होती
उनसे पूछो जिनकी माँ नहीं होती

लोरी सुनती है चुपके सुलाती है
लोरी सुनती है चुपके सुलाती है
याद तुम्हारी जब जब मुझको
आती है, आती है

आ आ..

(आजा सीने से तुझको लगा लूँ मैं
चिर के दिल को धड़कन में छुपा लूँ मैं) x 2

सावन बन बन के मेरी आँखें बरसी हैं
तेरे लिए कितना ये पल पल तरसी हैं

कितना सताती है जान ले जाती है
कितना सताती है जान ले जाती है
याद तुम्हारी जब जब मुझको
आती है, आती है

माँ.. ओ माँ.. माँ.. ओ माँ..
आ आ आ..

Maa.. o maa.. maa.. o maa..
maa.. o maa.. maa.. o maa..

paas bulati hai kitna rulati hai
paas bulati hai kitna rulati hai
yaad tumhari jab jab mujhko
aati hai, aati hai
paas bulati hai kitna rulati hai
paas bulati hai kitna rulati hai
yaad tumhari jab jab mujhko
aati hai, aati hai

aa aa..

jinke sar pe mamta ki duayein hain
kismat wale wo hain jinki maye hain
jinke sar pe mamta ki duayein hain
kismat wale wo hain jinki maye hain
jism to hota hai par jaan nahi hoti
unse pucho jinki maa nahi hoti

lori sunati hai chupke sulati hai
lori sunati hai chupke sulati hai
yaad tumhari jab jab mujhko
aati hai, aati hai

aa aa..

aaja sine se tujhko laga loon main
chir ke dil ko dhadkan mein chupa loon main
aaja sine se tujhko laga loon main
chir ke dil ko dhadkan mein chupa loon main
sawan ban ban ke meri aankhe barsi hain
tere liye kitna ye pal pal tarsi hain

kitna satati hai jan le jati hai
kitna satati hai jan le jati hai
yaad tumhari jab jab mujhko
aati hai, aati hai

maa.. o maa.. maa.. o maa..
aa aa aa..

Song Details & Credits
Song Paas Bulati Hai
Singers Alka Yagnik, Sunidhi Chauhan
Movie Jaanwar
Lyricist Sameer
Music Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Label Venus Records
Video Director Suneel Darshan
Starring Akshay Kumar, Karisma Kapoor, Shilpa Shetty.
Year 1999
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Paas Bulati Hai

“Paas Bulati Hai” is from the movie Jaanwar, released in 1999.

The lyrics of “Paas Bulati Hai” were written by Sameer.

“Paas Bulati Hai” is sung by Alka Yagnik and Sunidhi Chauhan.

The music video of “Paas Bulati Hai” was directed by Suneel Darshan.

The music video of “Paas Bulati Hai” features Akshay Kumar, Karisma Kapoor and Shilpa Shetty..