Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1999

Mera Chand Mujhe Aaya Hai Nazar Lyrics

मेरा चाँद मुझे आया है नज़र
मेरा चाँद मुझे आया है नज़र
ए रात ज़रा थम थम के गुजर
ए रात ज़रा थम थम के गुजर
छाया है नशा मेरी आँखो पर
छाया है नशा मेरी आँखो पर
ए रात ज़रा थम थम के गुजर
ए रात ज़रा थम थम के गुजर
मेरा चाँद मुझे आया है नज़र

मेरे दिल में है अरमा कई कई
मेरी चाहत है अभी नयी नयी
मेरे दिल में है अरमा कई कई
मेरी चाहत है अभी नयी नयी
रह जाये न प्यासा प्यार मेरा
मेरी बाहों में भर दे यार मेरा
इतना सा करम तू कर मुझ पर
इतना सा करम तू कर मुझ पर
ए रात ज़रा थम थम के गुजर

ए रात ज़रा थम थम के गुजर
मेरा चाँद मुझे आया है नज़र

अभी लबों को लबों ने छुआ नहीं
अरमा कोई पूरा हुआ नहीं
अभी लबों को लबों ने छुआ नहीं
अरमा कोई पूरा हुआ नहीं
अभी आशा का गुलशन खिलाना है
अभी दो जिस्मों को मिलना है
देखूगा अभी मैं वो मंजर
देखूगा अभी मैं वो मंजर
ए रात ज़रा थम थम के गुजर
ए रात ज़रा थम थम के गुजर
मेरा चाँद मुझे आया है नज़र
मेरा चाँद मुझे आया है नज़र
ए रात ज़रा थम थम के गुजर
ए रात ज़रा थम थम के गुजर
मेरा चाँद मुझे आया है नज़र
आया है नज़र..

Mera chand mujhe aaya hai nazar
Mera chand mujhe aaya hai nazar
Aye raat zara tham tham ke gujar
Aye raat zara tham tham ke gujar
Chhaya hai nasha meri aankho par
Chhaya hai nasha meri aankho par
Aye raat zara tham tham ke gujar
Aye raat zara tham tham ke gujar
Mera chand mujhe aaya hai nazar

Mere dil mein hai arma kai kai
Meri chahat hai abhi nayi nayi
Mere dil mein hai arma kai kai
Meri chahat hai abhi nayi nayi
Reh jaye na pyasa pyar mera
Meri baahon mein bhar de yaar mera
Itana sa karam tu kar mujh par
Itana sa karam tu kar mujh par
Aye raat zara tham tham ke gujar
Aye raat zara tham tham ke gujar
Mera chand mujhe aaya hai nazar

Abhi labo ko labo ne chhua nahi
Arma koi pura hua nahi
Abhi labo ko labo ne chhua nahi
Arma koi pura hua nahi
Abhi aash ka gulshan khilana hai
Abhi do jismo ko milna hai
Dekhuga abhi main wo manjar
Dekhuga abhi main wo manjar
Aye raat zara tham tham ke gujar
Aye raat zara tham tham ke gujar
Mera chand mujhe aaya hai nazar
Mera chand mujhe aaya hai nazar
Aye raat zara tham tham ke gujar
Aye raat zara tham tham ke gujar
Mera chand mujhe aaya hai nazar
Aaya hai nazar, aaya hai nazar..

Song Details & Credits
Song Mera Chand Mujhe Aaya Hai Nazar
Singer Kumar Sanu
Movie Yeh Hai Mumbai Meri Jaan
Lyricist Indeevar
Music Jatin Pandit, Lalit Pandit
Label Saregama
Video Director Mahesh Bhatt
Starring Saif Ali Khan, Twinkle Khanna, Chunky Pandey.
Year 1999
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Mera Chand Mujhe Aaya Hai Nazar

“Mera Chand Mujhe Aaya Hai Nazar” is from the movie Yeh Hai Mumbai Meri Jaan, released in 1999.

The lyrics of “Mera Chand Mujhe Aaya Hai Nazar” were written by Indeevar.

“Mera Chand Mujhe Aaya Hai Nazar” is sung by Kumar Sanu.

The music video of “Mera Chand Mujhe Aaya Hai Nazar” was directed by Mahesh Bhatt.

The music video of “Mera Chand Mujhe Aaya Hai Nazar” features Saif Ali Khan, Twinkle Khanna and Chunky Pandey..