Humein Jab Se Mohabbat Lyrics
माहि माहि मोतियाँ वाला
मेरा सोना दाचियाँ वाला
माहि माहि मोतियाँ वाला
माहि माहि मोतियाँ वाला
हमें जबसे मोहब्बत हो गयी है
ये दुनिया खूबसूरत हो गयी है
हमें जबसे मोहब्बत हो गयी है
ये दुनिया खूबसूरत हो गयी है
हमें जबसे मोहब्बत हो गयी है
फ़िज़ाओं में नयी एक रौशनी है
हवाओं में अजब सी ताज़गी है
तुम इस वादी में मुझसे मिल रही हो
ज़मीन लगता है जैसे गा रही है
नयी रुत की महूरत हो गयी है
ये दुनिया खूबसूरत हो गयी है
हमें जबसे मोहब्बत हो गयी है
है लिपटी ढूंड में दिलकश नज़ारे
नदी खामोश है चुप हैं किनारे
है एक छोटी सी कश्ती और हम हैं
चले जाते हैं लहरों के सहारे
सुहानी अब लो सांगत हो गयी है
ये दुनिया खूबसूरत हो गयी है
हमें जबसे मोहब्बत हो गयी है
ये दुनिया खूबसूरत हो गयी है
हमें जबसे मोहब्बत हो गयी है
माहि माहि मोतियाँ वाला
मेरा सोना दाचियाँ वाला
माहि माहि मोतियाँ वाला
माहि माहि मोतियाँ वाला..
Maahi maahi motiyaan waala
Mera sona dachiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Fizaaon mein nayi ek roshni hai
Havaaon mein ajab si taazgi hai
Tum is vadee mein mujhse mil rahi ho
Zameen lagta hai jaise ga rahi hai
Nayi rut ki mahoorat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Hai lipti dhund mein dilkash nazaare
Nadi khaamosh hai chup hain kinaare
Hai ek chhoti si kashti aur hum hain
Chale jaate hain lehron ke sahaare
Suhaani ab lo sangat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Maahi maahi motiyaan waala
Mera sona dachiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala..
Song Details & Credits
| Song | Humein Jab Se Mohabbat |
|---|---|
| Singers | Alka Yagnik, Sonu Nigam |
| Movie | Border |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Music | Anu Malik |
| Label | Venus Music |
| Video Director | J. P. Dutta |
| Starring | Sunny Deol, Suniel Shetty, Akshaye Khanna, Raakhee, Jackie Shroff, Tabbu, Pooja Bhatt, Kulbhushan Kharbanda, Puneet Issar |
| Year | 1997 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Humein Jab Se Mohabbat
“Humein Jab Se Mohabbat” is from the movie Border, released in 1997.
The lyrics of “Humein Jab Se Mohabbat” were written by Javed Akhtar.
“Humein Jab Se Mohabbat” is sung by Alka Yagnik and Sonu Nigam.
The music video of “Humein Jab Se Mohabbat” was directed by J. P. Dutta.
The music video of “Humein Jab Se Mohabbat” features Sunny Deol, Suniel Shetty, Akshaye Khanna, Raakhee, Jackie Shroff, Tabbu, Pooja Bhatt, Kulbhushan Kharbanda and Puneet Issar.