Ghunghte Mein Chanda Hai Lyrics
घूंघटे में चंदा है
फिर भी है फैला चारों ओर उजाला
घूंघटे में चंदा है
फिर भी है फैला चारों ओर उजाला
होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला
होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला
घूंघटे में चंदा है
फिर भी है फैला चारों ओर उजाला
होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला
अरे होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला
आज सुंदरता दुल्हन बनी है
कोई किस्मत का कितना धनि है
आज सुंदरता दुल्हन बनी है
कोई किस्मत का कितना धनि है
मुह दिखलायी की खातिर
दिल क्या जान भी है हाज़िर
मुह दिखलायी की खातिर
दिल क्या जान भी है हाज़िर
बादलों को मूर देखें
चंद को चकोर देखें
तुझको नसीबों वाला
होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला
हे होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला
घूंघटे में चंदा है
फिर भी है फैला चारों ओर उजाला
होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला
अरे होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला
पास तू दूर तक हैं नज़ारे
मिल रहे हैं दिलो को सहारे
पास तू दूर तक हैं नज़ारे
मिल रहे हैं दिलो को सहारे
ले के बहरें तू आयी
दूर हुई है तन्हाई
ले के बहरें तू आयी
दूर हुई है तन्हाई
घर को संवार दे गा
दिल को क़रार दे गा
रूप ये तेरा निराला
होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला
हे होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला
घूंघटे में चंदा है
फिर भी है फैला चारों ओर उजाला
होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला
अरे होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला
होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला
होश न खो दे कहीं
जोश न देखने वाला..
Ghunghte mein chanda hai
Phir bhi hai phaila chaaron aur ujala
Ghunghte mein chanda hai
Phir bhi hai phaila chaaron aur ujala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Ghunghte mein chanda hai
Phir bhi hai phaila chaaron aur ujala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Are hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Aaj sundarta dulhan bani hai
Koi kismat ka kitna dhani hai
Aaj sundarta dulhan bani hai
Koi kismat ka kitna dhani hai
Muh dikhlayee ki khaatir
Dil kya jaan bhi hai haazir
Muh dikhlayee ki khaatir
Dil kya jaan bhi hai haazir
Badalon ko moor dekhein
Chand ko chakor dekhein
Tujhko naseebon waala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Hey hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Ghunghte mein chanda hai
Phir bhi hai phaila chaaron aur ujala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Are hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Paas tu door tak hain nazaarein
Mil rahe hain dilo ko sahare
Paas tu door tak hain nazaarein
Mil rahe hain dilo ko sahare
Le ke baharein tu aayee
Door hui hai tanhai
Le ke baharein tu aayee
Door hui hai tanhai
Ghar ko sanwaar de ga
Dil ko qarar de ga
Roop ye tera nirala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Hey hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Ghunghte mein chanda hai
Phir bhi hai phela chaaron aur ujala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Are hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala..
Song Details & Credits
| Song | Ghunghte Mein Chanda Hai |
|---|---|
| Singer | Udit Narayan |
| Movie | Koyla |
| Lyricist | Indeevar |
| Music | Rajesh Roshan |
| Label | Tips Records |
| Video Director | Rakesh Roshan |
| Starring | Shah Rukh Khan, Madhuri Dixit |
| Year | 1997 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Ghunghte Mein Chanda Hai
“Ghunghte Mein Chanda Hai” is from the movie Koyla, released in 1997.
The lyrics of “Ghunghte Mein Chanda Hai” were written by Indeevar.
“Ghunghte Mein Chanda Hai” is sung by Udit Narayan.
The music video of “Ghunghte Mein Chanda Hai” was directed by Rakesh Roshan.
The music video of “Ghunghte Mein Chanda Hai” features Shah Rukh Khan and Madhuri Dixit.