Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1996

Tu Dharti Pe Chaahe Lyrics

By Alka Yagnik, Udit Narayan • Movie: Jeet

तू धरती पे चाहे जहां भी रहेगी
तुझे तेरी खुश्बू से पहचान लूंगा
तू धरती पे चाहे जहां भी रहेगी
तुझे तेरी खुश्बू से पहचान लूंगा

अगर बंद हो जायेगी मेरी आँखें
अगर बंद हो जायेगी मेरी आँखें
तुझे तेरी धड़कन से पहचान लूंगा

हमको तुमसे प्यार हुवा हैं
जीना दुश्वार हुवा हैं
तू धरती पे चाहे जहां भी रहेगा
तुझे तेरी खुश्बू से पहचान लूंगी
अगर बंद हो जायेंगी मेरी आँखें
अगर बंद हो जायेंगी मेरी आँखें
तुझे तेरी धड़कन से पहचान लूंगी

हमको तुमसे प्यार हुवा हैं
जीना दुश्वार हुवा हैं

बड़ा सुकून हैं मैं
दिल से तुम पे मरती हूँ
मैं अब किसीसे नहीं बस
खुद ही से डरती हूँ
बड़ा सुकून हैं मैं
दिल से तुम पे मरती हूँ
मैं अब किसीसे नहीं बस
खुद ही से डरती हूँ

किया जो प्यार तो फिर दूर से
मचलाना क्या
तड़प के शामोतेहै
करवटें बदलना क्या

मेरे जाणु मेरे जानं
जानेमन जानेजाना

जो गुजरेगी तू मेरी रहगुज़र से

जो गुजरेगी तू मेरी रहगुज़र से
तुझे तेरी आहट से पहचान लूंगा

हमको तुमसे प्यार हुवा हैं
जीना दुश्वार हुवा हैं

आ बैठ पास तेरी रूह
में उतार जाणु
नज़र के पास रखो
हद से मैं गुजर जाणु
आ बैठ पास तेरी रूह
में उतार जाणु
नज़र के पास रखो
हद से मैं गुजर जाणु

नज़र का तिर हटा यु जिगर के पार न कर
मैं बेकरार बहोत और बेक़रार न कर

मेरे जाणु मेरे जानं
जानेमन जानेजाना

कभी चुपके लेगा जो आग़ोश में तो
कभी चुपके लेगा जो आग़ोश में तो
तुझे तेरी चाहत से पहचान लूंगी

हमको तुमसे प्यार हुवा हैं
जीना दुश्वार हुवा हैं

तू धरती पे चाहे जहां भी रहेगा
तुझे तेरी खुश्बू से पहचान लूंगा
अगर बंद हो जायेंगी मेरी आँखें
अगर बंद हो जायेंगी मेरी आँखें
तुझे तेरी धड़कन से पहचान लूंगी
है हमको तुमसे प्यार हुवा हैं
जीना दुश्वार हुवा हैं
है हमको तुमसे प्यार हुवा हैं
जीना दुश्वार हुवा हैं.

Tu dharti pe chaahe jahaan bhi rahegi
Tujhe teri khushbu se pehchaan lunga
Tu dharti pe chaahe jahaan bhi rahegi
Tujhe teri khushbu se pehchaan lunga

Agar band ho jaayegi meri aankhen
Agar band ho jaayegi meri aankhen
Tujhe teri dhadkan se pehchaan lunga

Humko tumse pyar huva hain
Jeena dushwaar huva hain
Tu dharti pe chaahe jahaan bhi rahega
Tujhe teri khushbu se pehchaan lungi
Agar band ho jaayengi meri aankhen
Agar band ho jaayengi meri aankhen
Tujhe teri dhadkan se pehchaan lungi

Humko tumse pyar huva hain
Jeena dushwaar huva hain

Bada sukun hain main
Dil se tum pe marati hoon
Main ab kisise nahi bas
Khud hi se darati hoon
Bada sukun hain main
Dil se tum pe marati hoon
Main ab kisise nahi bas
Khud hi se darati hoon

Kiya jo pyar to phir door se
Machalana kya
Tadap ke shaamoteha
karvatein badalana kya

Mere jaanu mere jaanam
Jaaneman jaanejaana

Jo gujaregi tu meri rehguzar se
Jo gujaregi tu meri rehguzar se
Tujhe teri aahat se pehchaan lunga

Humko tumse pyar huva hain
Jeena dushwaar huva hain

Aa baith paas teri rooh
Mein utar jaanu
Nazar ke paas rakhu
Had se main gujar jaanu
Aa baith paas teri rooh
Mein utar jaanu
Nazar ke paas rakhu
Had se main gujar jaanu

Nazar ka tir hata yu jigar ke paar na kar
Main bekaraar bahot aur bekaraar na kar

Mere jaanu mere jaanam
Jaaneman jaanejaana

Kabhi chupke lega jo aaghosh mein to
Kabhi chupke lega jo aaghosh mein to
Tujhe teri chaahat se pehchaan lungi

Humko tumse pyar huva hain
Jeena dushwaar huva hain

Tu dharti pe chaahe jahaan bhi rahega
Tujhe teri khushbu se pehchaan lunga
Agar band ho jaayengi meri aankhen
Agar band ho jaayengi meri aankhen
Tujhe teri dhadkan se pehchaan lungi
Ha humko tumse pyar huva hain
Jeena dushwaar huva hain
Ha humko tumse pyar huva hain
Jeena dushwaar huva hain.

Song Details & Credits
Song Tu Dharti Pe Chaahe
Singers Alka Yagnik, Udit Narayan
Movie Jeet
Lyricist Anjaan
Music Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Label Tips Music
Video Director Raj Kanwar
Starring Sunny Deol, Karisma Kapoor
Year 1996
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Tu Dharti Pe Chaahe

“Tu Dharti Pe Chaahe” is from the movie Jeet, released in 1996.

The lyrics of “Tu Dharti Pe Chaahe” were written by Anjaan.

“Tu Dharti Pe Chaahe” is sung by Alka Yagnik and Udit Narayan.

The music video of “Tu Dharti Pe Chaahe” was directed by Raj Kanwar.

The music video of “Tu Dharti Pe Chaahe” features Sunny Deol and Karisma Kapoor.

Tags: #Jeet #Sameer