Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1996

Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Lyrics

हम्म्म…हम्म्म…
हम्म्म…हम्म्म…
जी करे देखता रहूँ, क्या?

कितना प्यारा तुझे रब ने बनाया
जी करे देखता रहूँ
कितना प्यारा तुझे रब ने बनाया
जी करे देखता रहूँ
ओ कितना सोना तुझे रब ने बनाया
कितना सोना तुझे रब ने बनाया
जी करे डेक्था रहूं
तू है पागल
तू है दिलबर जानी
तू है पागल
तू है दिलबर जानी
सबसे प्यारा मेरा यारा
राजा हिंदुस्तानी
कितना प्यारा तुझे रब ने बनाया
जी करे देखता रहूँ
ओ कितना सोना तुझे रब ने बनाया
जी करे देखता रहूँ

अम्बर से आइ है
देख जिस से होती है सब को हैरानी
हो अम्बर से आइ है
देख जिस से होती है सब को हैरानी
सुन्दर सा मुखड़ा है
होगा न दुनिया में कोई ऐसा
कितना सीधा
मेरा राजा
मुझ को तो अच्छी लगती है
तेरी हर नादानी
मुझ को तो अच्छी लगती है
तेरी हर नादानी
सबसे प्यारा मेरा यारा

राजा हिंदुस्तानी
कितना प्यारा तुझे रब ने बनाया
जी करे देखता रहूँ
ओ कितना सोना तुझे रब ने बनाया
जी करे देखता रहूँ

कोयल के जैसी है तेरी ये बोली
मूरत के जैसी है सुरत ये भोली
हो कोयल के जैसी है तेरी ये बोली
मूरत के जैसी है सुरत ये भोली
बागों में जाओ न
दिल मेरा घबरा’इ
पैरों में कांत कोई
है न चुभ जा’
मैं दीवानी हो न जाऊँ
तेरी बातों में खो न जाऊँ
उड़ते बादल
बोले रुत मस्तानी
उड़ते बादल
बोले रुत मस्तानी क्या?
कितना प्यारा तुझे रब ने बनाया
जी करे देखता रहूँ
ओ कितना सोना तुझे रब ने बनाया
जी करे देखता रहूँ
सबसे प्यारा मेरे यारा
राजा हिंदुस्तानी

तू है पागल तू है जोकर
तू है दिलबर जानी
सबसे प्यारा मेरे यारा
राजा हिंदुस्तानी

कितना प्यारा तुझे रब ने बनाया
जी करे देखता रहूँ..

Hmmm…hmmm…
Hmmm…hmmm…
Jee kare dekhta rahun, kya?

Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahuun
Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahuun
O kitna sona tujhe rab ne banaaya
Kitna sona tujhe rab ne banaaya
Jee kare dektha rahuun
Tuu hai paagal, tuu hai jokar,
Tuu hai dilbar jaanii
Tuu hai paagal, tuu hai jokar
tuu hai dilbar jaanii
Sabse pyaara mera yaara,
Raaja hindustanii
Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahuun
O kitna sona tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahuun

Ambar se aa’ii hai, pariyon kii raanii
Dekh jis se hotii hai sab ko hairaani
Ho ambar se aa’ii hai, pariyon kii raanii
Dekh jis se hotii hai sab ko hairaani
Sundar sa mukhda hai, phoolon ke jaisa
Hoga na duniya men koii aisa
Kitna siidha, kitna sachcha,
Mera raaja, kitna achcha
Mujh ko to achchii lagtii hai
Terii har naadaanii
Mujh ko to achchii lagtii hai
Terii har naadaanii
Sabse pyaara mera yaara ,
Raaja hindustanii
Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahuun
O kitna sona tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahuun

Koyal ke jaisii hai terii ye bolii
Murat ke jaisii hai surat ye bholii
Ho koyal ke jaisii hai terii ye bolii
Murat ke jaisii hai surat ye bholii
Baagon men jaao na
Dil mera ghabaraa’e
Pairon mein kaant koii
Haay na chubh jaa’en
Main diivaanii ho na jauun,
Terii baaton mein kho na jauun
Udta baadal, bahata paanii,
Bole rut mastanii
Udta baadal, bahata paanii
Bole rut mastanii kya?
Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahuun
O kitna sona tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahuun
Sabse pyaara mere yaara
Raaja hindustaanii

Tuu hai paagal tuu hai jokar,
Tuu hai dilbar jaanii
Sabse pyaara mere yaara
Raaja hindustanii

Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahuun..

Song Details & Credits
Song Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne
Singers Alka Yagnik, Udit Narayan
Movie Raja Hindustani
Lyricist Sameer
Music Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Label Tips Music
Video Director Dharmesh Darshan
Starring Aamir Khan, Karisma Kapoor
Year 1996
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne

“Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne” is from the movie Raja Hindustani, released in 1996.

The lyrics of “Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne” were written by Sameer.

“Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne” is sung by Alka Yagnik and Udit Narayan.

The music video of “Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne” was directed by Dharmesh Darshan.

The music video of “Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne” features Aamir Khan and Karisma Kapoor.