Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1995

Zindagi Mein To Sabhi Pyar Kiya Karte Hain Lyrics

By Sonu Nigam • Movie: Bewafa Sanam

ज़िन्दगी में तो सभी प्यार किया करते हैं
ज़िन्दगी में तो सभी प्यार किया करते हैं
मैं तो मर कर भी
मैं तो मर कर भी मेरी जान तुझे चाहूंगा
ज़िन्दगी में तो सभी प्यार किया करते हैं
ज़िन्दगी में तो सभी प्यार किया करते हैं

तू मिला है तो ये अहसास हुआ है मुझको
ये मेरी उम्र मोहब्बत के लिए थोड़ी है
एक जरा सा गुमे डोरा का भी हक़ है जिस पर
एक जरा सा गुमे डोरा का भी हक़ है जिस पर
मैंने वो साँस भी तेरे लिए रख छोड़ी है
तुझपे हो जाऊंगा
तुझपे हो जाऊँगा क़ुर्बान तुझे चाहूंगा
मैं तो मर कर भी

मैं तो मर कर भी मेरी जान तुझे चाहूंगा
ज़िन्दगी में तो सभी प्यार किया करते हैं
ज़िन्दगी में तो सभी प्यार किया करते हैं

तेरी हर चाप से जलते है ख्यालों में चराग
जब भी तू आए जगाता हुआ जादू आये
तुझको छू लो तो फिर ए जाने तमन्ना मुझको
तुझको छू लो तो फिर ए जाने तमन्ना मुझको
देर तक अपने बदन से तेरी खुशबू आये
तू बहारों का है
तू बहारों का है उन्वान तुझे चाहूंगा
मैं तो मर कर भी
मैं तो मर कर भी मेरी जान तुझे चाहूंगा
ज़िन्दगी में तो सभी प्यार किया करते हैं
ज़िन्दगी में तो सभी प्यार किया करते हैं.

Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain
Main to mar kar bhi
Main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

Tu mila hai to ye ahsas hua hai mujhko
Ye meri umar mohabbat ke liye thodi hai
Ek jara sa gume dora ka bhi haq hai jis par
Ek jara sa gume dora ka bhi haq hai jis par
Maine wo sans bhi tere liye rakh chodi hai
Tujhpe ho jaunga
Tujhpe ho jaunga kurban tujhe chahunga
Main to mar kar bhi
Main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

Teri har chap se jalte hai khyalo mein charag
Jab bhi tu aaye jagata hua jadu aaye
Tujhko chu lu to fir e jane tamnna mujhko
Tujhko chu lu to fir e jane tamnna mujhko
Der tak apne badan se teri khusbu aaye
Tu baharo ka hai
Tu baharo ka hai unwan tujhe chahunga
Main to mar kar bhi
Main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain.

Song Details & Credits
Song Zindagi Mein To Sabhi Pyar Kiya Karte Hain
Singer Sonu Nigam
Movie Bewafa Sanam
Lyricist Yogesh Gaud
Music Nikhil, Vinay
Label T-Series
Video Director Gulshan Kumar
Starring Krishan Kumar, Shilpa Shirodkar, Aruna Irani, Shakti Kapoor, Kiran Kumar.
Year 1995
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Zindagi Mein To Sabhi Pyar Kiya Karte Hain

“Zindagi Mein To Sabhi Pyar Kiya Karte Hain” is from the movie Bewafa Sanam, released in 1995.

The lyrics of “Zindagi Mein To Sabhi Pyar Kiya Karte Hain” were written by Yogesh Gaud.

“Zindagi Mein To Sabhi Pyar Kiya Karte Hain” is sung by Sonu Nigam.

The music video of “Zindagi Mein To Sabhi Pyar Kiya Karte Hain” was directed by Gulshan Kumar.

The music video of “Zindagi Mein To Sabhi Pyar Kiya Karte Hain” features Krishan Kumar, Shilpa Shirodkar, Aruna Irani, Shakti Kapoor and Kiran Kumar..