Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1995

Raat Hai Qayamat Lyrics

तू जो चाहे वह कर ले
तू जो चाहे वह कर ले
यह रात है क़यामत
यह रात है क़यामत
आज की बात सब कुछ अलग ही होगा सब कुछ
रहेगा याद हमेशा बदल जाएगा सब कुछ
जी भर के कर ले तू आज अब्ब शरारत
यह रात है क़यामत
यह रात है क़यामत

नहीं तुम तुम रहोगे
नहीं खुशिया रहेगी
मुस्कुराके मांग ले

यह रात है क़यामत
यह रात है क़यामत
ला ला ला ला…

न जाने कब क्या होगा
जहां में जब जो होगा
सब भूल के मजा कर
सब भूल के मजा कर
यह रात है क़यामत
यह रात है क़यामत
यह रात है क़यामत
यह रात है क़यामत

Tu jo chaahe woh kar le, hai aaj yeh ijaajat
Tu jo chaahe woh kar le, hai aaj yeh ijaajat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Aaj ki baat sab kuchh alag hi hoga sab kuchh
Rahega yaad hamesha badal jaayega sab kuchh
Ji bhar ke kar le tu aaj abb sharaarat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat

Nahi tum tum rahoge, nahi hum hum rahenge
Nahi khushiya rahegi, nahi koyi ghum rahenge
Muskuraake maang le, ek aakhari inaayat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
La la la la…

Na jaane kab kya hoga, na jaane kya kya hoga
Jahaan mein jab jo hoga, jaankar bhi kya hoga
Sab bhul ke maja kar, bas mat kar shikaayat
Sab bhul ke maja kar, bas mat kar shikaayat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat.

Song Details & Credits
Song Raat Hai Qayamat
Singer Shweta Shetty
Movie Oh Darling Yeh Hai India
Lyricist Ketan Mehta
Music Ranjit Barot
Label Venus
Video Director Ketan Mehta
Starring Shahrukh Khan, Deepa Sahi.
Year 1995
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Raat Hai Qayamat

“Raat Hai Qayamat” is from the movie Oh Darling Yeh Hai India, released in 1995.

The lyrics of “Raat Hai Qayamat” were written by Ketan Mehta.

“Raat Hai Qayamat” is sung by Shweta Shetty.

The music video of “Raat Hai Qayamat” was directed by Ketan Mehta.

The music video of “Raat Hai Qayamat” features Shahrukh Khan and Deepa Sahi..