Kaash Kabhi Aisa Hota Lyrics
काश कहीं ऐसा होता
के दो दिल होते सेने में
ऐ काश कहीं ऐसा होता
के दो दिल होते सेने में
एक टूट भी जाता इश्क़ में थो
एक टूट भी जाता इश्क़ में थो
तकलीफ ना होती जीने में
तकलीफ ना होती जीने में
ऐ काश कहीं ऐसा होता
के दो दिल होते सेने में
सच कहते है
सच कहते है लोग के
पीकर रंग नशा बन जाता है
कोई भी हो रोग यह दिल का
दर्द दवा बन जाता है
आग लगी हो इस दिल में तो
आग लगी हो इस दिल में तो
हर्ज है क्या फिर पिने में
हर्ज है क्या फिर पिने में
ऐ काश कहीं ऐसा होता
के दो दिल होते सेने में
एक टूट भी जाता इश्क़ में थो
एक टूट भी जाता इश्क़ में थो
तकलीफ ना होती जीने में
तकलीफ ना होती जीने में
ऐ काश कहीं ऐसा होता
के दो दिल होते सेने में
भूल नहीं सकता यह सदमा
याद हमेशा आएगा
किसी ने ऐसा दर्द दिया था
बरसो मुझे तडपायेगा
भर नहीं सकते ज़ख्म यह दिल के
भर नहीं सकते ज़ख्म यह दिल के
कोई साल महीने में
कोई साल महीने में
ऐ काश कहीं ऐसा होता
के दो दिल होते सेने में
एक टूट भी जाता इश्क़ में थो
एक टूट भी जाता इश्क़ में थो
तकलीफ ना होती जीने में
तकलीफ ना होती जीने में
ऐ काश कहीं ऐसा होता
के दो दिल होते सेने में.
Kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein
E kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein
Ek toot bhi jaata ishq mein tho
Ek toot bhi jaata ishq mein tho
Takleef naa hoti jeene mein
Takleef naa hoti jeene mein
E kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein
Sach kehete hai,
Sach kehete hai log ke
Pikar rang nasha ban jaata hai
Koi bhi ho rog yeh dil ka
Dard dawaa ban jaata hai
Aag lagi ho is dil mein tho
Aag lagi ho is dil mein tho
Harz hai kya phir pine mein
Harz hai kya phir pine mein
E kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein
Ek toot bhi jaata ishq mein tho
Ek toot bhi jaata ishq mein tho
Takleef naa hoti jeene mein
Takleef naa hoti jeene mein
E kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein
Bhool nahin saktha yeh sadama
Yaad hamesha aayega
Kisi ne aisa dard diya tho
Barso mujhe tadapayega
Bhar nahin sakte zakhm yeh dil ke
Bhar nahin sakte zakhm yeh dil ke
Koi saal mahine mein
Koi saal mahine mein
E kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein
Ek toot bhi jaata ishq mein tho
Ek toot bhi jaata ishq mein tho
Takleef naa hoti jeene mein
Takleef naa hoti jeene mein
E kash kahin aisa hota
Ke do dil hote sene mein.
Song Details & Credits
| Song | Kaash Kabhi Aisa Hota |
|---|---|
| Singer | Kumar Sanu |
| Movie | Mohra |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Music | Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) |
| Label | Venus |
| Video Director | Rajiv Rai |
| Starring | Akshay Kumar, Sunil Shetty, Raveena Tandon. |
| Year | 1994 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Kaash Kabhi Aisa Hota
“Kaash Kabhi Aisa Hota” is from the movie Mohra, released in 1994.
The lyrics of “Kaash Kabhi Aisa Hota” were written by Anand Bakshi.
“Kaash Kabhi Aisa Hota” is sung by Kumar Sanu.
The music video of “Kaash Kabhi Aisa Hota” was directed by Rajiv Rai.
The music video of “Kaash Kabhi Aisa Hota” features Akshay Kumar, Sunil Shetty and Raveena Tandon..