Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1994

Hum Aapke Hain Koun Lyrics

हम आप के हैं कौन
बेचैन है, मेरी नज़र
है प्यार का कैसा असर
न चुप रहो, इतना कहो
हम आप के, आप के हैं कौन…

ख़ुद को सनम, रोका बड़ा
आखिर मुझे कहना पड़ा
ख़्वाबों में तुम आते हो क्यों
हम आप के, आप के हैं कौन…

बेचैन है, मेरी नज़र
है प्यार का कैसा असर
हैं होश गुम, पूछो न तुम
हम आप के, आप के हैं कौन…

कैसे कहूँ दिल की लगी
चेहरा मेरा, पढ़ लो कभी
ये शरम की, सुर्खी कहे
हम आप के, आप के हैं कौन…

Hum aapke hain koun
Hum aapke hain koun

Bechain hai, meri nazar
Hai pyar ka, kaisa asar
Na chup raho, itna kaho
Hum aapke, aapke hain koun
Hum aapke, aapke hain koun

Khud ko sanam, roka bada
Aakhir mujhe, kehna pada
Khwaabon mein tum, aate ho kyon
Hum aapke, aapke hain koun
Hum aapke, aapke hain koun

Bechain hai, meri nazar
Hai pyar ka, kaisa asar
Hain hosh gum, poocho na tum
Hum aapke, aapke hain koun
Hum aapke, aapke hain koun

Kaise kahun, dil ki lagi
Chehra mera, padh lo kabhi
Yeh sharm ki, surkhi kahe
Hum aapke, aapke hain koun
Hum aapke, aapke hain koun
Hum aapke, aapke hain koun
Hum aapke, aapke hain koun.

Song Details & Credits
Song Hum Aapke Hain Koun
Singers Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Movie Hum Aapke Hain Koun
Lyricist Dev Kohli
Music Raamlaxman (Vijay Patil)
Label Sa Re Ga Ma
Video Director Sooraj Barjatya
Starring Salman Khan, Madhuri Dixit
Year 1994
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Hum Aapke Hain Koun

“Hum Aapke Hain Koun” is from the movie Hum Aapke Hain Koun, released in 1994.

The lyrics of “Hum Aapke Hain Koun” were written by Dev Kohli.

“Hum Aapke Hain Koun” is sung by Lata Mangeshkar and S. P. Balasubrahmanyam.

The music video of “Hum Aapke Hain Koun” was directed by Sooraj Barjatya.

The music video of “Hum Aapke Hain Koun” features Salman Khan and Madhuri Dixit.