Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1993

Samajh Kar Chand Jis Ko Lyrics

समझकर चाँद जिसको
आसमान ने दिल में रखा है
समझकर चाँद जिसको
आसमान ने दिल में रखा है
मेरे मेहबूब की टूटी हुई
चूड़ी का टुकड़ा है
मेरे मेहबूब की टूटी हुई
चूड़ी का टुकड़ा है
समझकर चाँद जिसको
आसमान ने दिल में रखा है
समझकर चाँद जिसको
आसमान ने दिल में रखा है
मेरी नज़रों से देखो तोह
वह मेरे दिल का टुकड़ा है
मेरी नज़रों से देखो तोह
वह मेरे दिल का टुकड़ा है

तेरे मेहंदी लगे हाथों
में जब हदी खनकती है
तोह इस गोरी कलाई में
यह दिल बनके धड़कती है
यह दिल बनके धड़कती है
यह दिल बनके धड़कती है
यह चूड़ी आशिक़ों को
प्यार के नगमे सुनती है
सुहानी रात की खामोशियों
में हीर गाती है
यह चूड़ी हीर गाती है
यह चूड़ी हीर गाती है

ज़मीन पर जो उतर आया
यह वह जन्नत का नगमा है
समझकर चाँद जिसको
आसमान ने दिल में रखा है
मेरे मेहबूब की टूटी हुई
चूड़ी का टुकड़ा है
मेरी नज़रों से देखो तोह
वह मेरे दिल का टुकड़ा है

मेरे मेहबूब जैसा इस
ज़माने मेंनही कोई
दिया लेके भी ढूँढो
तोह नहीं ऐसा हसि कोई
नहीं ऐसा हसि कोई
नहीं ऐसा हसि कोई
कभी टूटे से टूटे
न हमारे प्यार की डोरी
तेरी चाहत भी बस
मेरे लिए अनमोल है गोरी
बड़ी अनमोल है गोरी
बड़ी अनमोल है गोरी
जुदा हम तुम नहीं होंगे
हमारा तुमसे वादा है
समझकर चाँद जिसको
आसमान ने दिल में रखा है
मेरी नज़रों से देखो तोह
वह मेरे दिल का टुकड़ा है
मेरे मेहबूब की टूटी हुई
चूड़ी का टुकड़ा है.

Samajhkar chaand jisko
Aasmaan ne dil mein rakha hai
Samajhkar chaand jisko
Aasmaan ne dil mein rakha hai
Mere mehboob ki tooti hui
Chudi ka tukda hai
Mere mehboob ki tooti hui
Chudi ka tukda hai
Samajhkar chaand jisko
Aasmaan ne dil mein rakha hai
Samajhkar chaand jisko
Aasmaan ne dil mein rakha hai
Meri nazron se dekho toh
Woh mere dil ka tukda hai
Meri nazron se dekho toh
Woh mere dil ka tukda hai

Tere mehandi lage haathon
Mein jab hudi khanakti hai
Toh iss gori kalaai mein
Yeh dil banke dhadakti hai
Yeh dil banke dhadakti hai
Yeh dil banke dhadakti hai
Yeh chudi aashiqon ko
Pyar ke nagme sunati hai
Suhani raat ki khamoshiyo
Mein heer gaati hai
Yeh chudi heer gaati hai
Yeh chudi heer gaati hai
Zameen par jo utar aaya
Yeh woh jannat ka nagma hai
Samajhkar chaand jisko
Aasmaan ne dil mein rakha hai
Mere mehboob ki tooti hui
Chudi ka tukda hai
Meri nazron se dekho toh
Woh mere dil ka tukda hai

Mere mehboob jaisa iss
Zamaane meinnahi koi
Diya leke bhi dhundo
Toh nahi aaisa hasi koi
Nahi aaisa hasi koi
Nahi aaisa hasi koi
Kabhi tuute se tuute
Na hamare pyar ki dori
Teri chahat bhi bas
Mere liye anmol hai gori
Badi anmol hai gori
Badi anmol hai gori
Juda hum tum nahi honge
Humara tumse waada hai
Samajhkar chaand jisko
Aasmaan ne dil mein rakha hai
Meri nazron se dekho toh
Woh mere dil ka tukda hai
Mere mehboob ki tooti hui
Chudi ka tukda hai.

Song Details & Credits
Song Samajh Kar Chand Jis Ko
Singers Alka Yagnik, Vinod Rathod
Movie Baazigar
Lyricist Zameer Kazmi
Music Anu Malik
Label Venus
Video Director Abbas-Mustan
Starring Shahrukh Khan, Kajol, Shilpa Shetty.
Year 1993
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Samajh Kar Chand Jis Ko

“Samajh Kar Chand Jis Ko” is from the movie Baazigar, released in 1993.

The lyrics of “Samajh Kar Chand Jis Ko” were written by Zameer Kazmi.

“Samajh Kar Chand Jis Ko” is sung by Alka Yagnik and Vinod Rathod.

The music video of “Samajh Kar Chand Jis Ko” was directed by Abbas-Mustan.

The music video of “Samajh Kar Chand Jis Ko” features Shahrukh Khan, Kajol and Shilpa Shetty..