Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1993

Paalki Mein Hoke Sawar Chali Re Lyrics

By Alka Yagnik • Movie: KhalNayak

ओ ओ ओ
कोई रोक सके तो रोक ले मैं नाचती
छन छन छन छन छन
पालकी में हो के सवार चली रे
मैं तो अपने साजन के द्वार चली रे
पालकी में हो के सवार चली रे
मैं तो अपने साजन के द्वार चली रे
कोई रोक सके तो रोक ले मैं नाचती
छन छन छन छन छन
पालकी में हो के सवार चली रे
मैं तो अपने साजन के द्वार चली रे
पालकी में हो के सवार चली रे

मुश्किल से मैंने ये दिन निकाले
मुश्किल से मैंने ये दिन निकाले
चलते तेज चल तू ओ गाडी वाले
मनन में लगी है ऐसी लगन
ऐसी लगन है ऐसी लगन
होक मैं बड़ी बेक़रार चली रे
होक मैं बड़ी बेक़रार चली रे
मैं तो अपने साजन के द्वार चली रे
पालकी में हो के सवार चली रे
मैं तो अपने साजन के द्वार चली रे

हो जाउंगी मैं जल जल के मिटटी
मैंने पिया को लिख दी है चिट्ठी

मैंने पिया को लिख दी है चिट्ठी
तू न आया तू न आया मैं आ रही हूँ
साजन साजन साजन
कर कर के मैं इंतज़ार चली रे
कर कर के मैं इंतज़ार चली रे
मैं तो अपने साजन के द्वार चली रे
पालकी में हो के सवार चली रे
मैं तो अपने साजन के द्वार चली रे

ये सोना ये चाँदी ये हीरे ये मोती
हो सैन्य बिना सैन्य बिना सब कुछ है
नाम का नाम का नाम का नाम का नाम का
ये मेरा जोबन जोबन जोबन
ये मेरा जोबन किस काम का किस काम का
घूंघट में जले
कब तक बिरहँ बिरहँ बिरहँ
मैं सर से चुनरी उतार चली रे
मैं सर से चुनरी उतार चली रे
मैं तो अपने साजन के द्वार चली रे
कोई रोक सके तो रोक ले मैं नाचती
छन छन छन छन छन
पालकी में हो के सवार चली रे
मैं तो अपने साजन के द्वार चली रे
पालकी में हो के सवार चली रे
मैं तो अपने साजन के द्वार चली रे
मैं तो अपने साजन के द्वार चली रे.

O o o
Koi rok sake to rok le main naachati
Chhan chhan chhan chhan chhan
Paalki mein ho ke savaar chali re
Main to apane saajan ke dwaar chali re
Paalki mein ho ke savaar chali re
Main to apane saajan ke dwaar chali re
Koi rok sake to rok le main naachati
Chhan chhan chhan chhan chhan
Paalki mein ho ke savaar chali re
Main to apane saajan ke dwaar chali re
Paalki mein ho ke savaar chali re

Mushkil se maine ye din nikaale
Mushkil se maine ye din nikaale
Chalte tej chal tu o gaadi waale
Mann mein lagi hai aisi lagan
Aisi lagan haay aisi lagan
Hoke main badi bekaraar chali re
Hoke main badi bekaraar chali re
Main to apane saajan ke dwaar chali re
Paalki mein ho ke savaar chali re
Main to apane saajan ke dwaar chali re

Ho jaaungi main jal jal ke mitti
Maine piya ko likh di hai chitthi
Maine piya ko likh di hai chitthi
Tu na a tu na a main a rahi hoon
Sajan sajan sajan
Kar kar ke main intezaar chali re
Kar kar ke main intezaar chali re
Main to apane saajan ke dwaar chali re
Paalki mein ho ke savaar chali re
Main to apane saajan ke dwaar chali re

Ye sona ye chaandi ye heere ye moti
Ho sainya bina sainya bina sab kuch hai
Naam ka naam ka naam ka naam ka naam ka
Ye mera joban joban joban
Ye mera joban kis kaam ka kis kaam ka
Ghoonghat mein jale
Kab tak birahan birahan birahan
Main sar se chunari utaar chali re
Main sar se chunari utaar chali re
Main to apane saajan ke dwaar chali re
Koi rok sake to rok le main naachati
Chhan chhan chhan chhan chhan
Paalki mein ho ke savaar chali re
Main to apane saajan ke dwaar chali re
Paalki mein ho ke savaar chali re
Main to apane saajan ke dwaar chali re
Main to apane saajan ke dwaar chali re.

Song Details & Credits
Song Paalki Mein Hoke Sawar Chali Re
Singer Alka Yagnik
Movie KhalNayak
Lyricist Anand Bakshi
Music Laxmikant Shantaram Kudalkar
Label Tips Music
Video Director Subhash Ghai
Starring Sanjay Dutt, Jackie Shroff, Madhuri Dixit
Year 1993
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Paalki Mein Hoke Sawar Chali Re

“Paalki Mein Hoke Sawar Chali Re” is from the movie KhalNayak, released in 1993.

The lyrics of “Paalki Mein Hoke Sawar Chali Re” were written by Anand Bakshi.

“Paalki Mein Hoke Sawar Chali Re” is sung by Alka Yagnik.

The music video of “Paalki Mein Hoke Sawar Chali Re” was directed by Subhash Ghai.

The music video of “Paalki Mein Hoke Sawar Chali Re” features Sanjay Dutt, Jackie Shroff and Madhuri Dixit.