Dil Ko Bewajah Lyrics
दिल को बेवजह धड़कने की
आदत हो जाती है
दिल को बेवजह धड़कने की
आदत हो जाती है
कोई करता नहीं नहीं बाबा नहीं
कोई करता नहीं
कोई करता नहीं है मोहब्बत हो
मोहब्बत हो जाती है हो जाती है
दिल को बेवजह धड़कने की
आदत हो जाती है
दिल को बेवजह धड़कने की
आदत हो जाती है
कोई करता नहीं नहीं बाबा नहीं
कोई करता नहीं
कोई करता नहीं है मोहब्बत हो
मोहब्बत हो जाती है हो जाती है
मेरे दिल में है एक लगन
हे मेरे दिल में है एक लगन
हर पल तुझसे प्यार करूँ
मेरे दिल में एक लगन है
हर पल तुझसे प्यार करूँ
हो अपनी ख़ुशी का जाने जाना
कैसे मैं इज़हार करूँ
मेरी आरज़ू देखूँ तुझे
देखूँ तुझे सुहैब शम
हाँ इस उम्र में नज़रो को
सररत हो जाती है
दिल को बेवजह धड़कने की
आदत हो जाती है
कोई करता नहीं नहीं बाबा नहीं
कोई करता नहीं
कोई करता नहीं है मोहब्बत हो
मोहब्बत हो जाती है हो जाती है
मैंने तुझमे क्या देखा है
मैंने तुझमे क्या देखा है
लब्ज़ो में कहना मुश्किल है
मैंने तुझमे क्या देखा है
लब्ज़ो में कहना मुश्किल है
तुझको पा कर यु लगता है
तू ही मेरी मंज़िल है
ये ज़िन्दगी करती हूँ है
तेरे नाम तेरे नाम
रातों में अक्सर
जागने की आदत हो जाती है
दिल को बेवजह धड़कने की
आदत हो जाती है
कोई करता नहीं नहीं बाबा नहीं
कोई करता नहीं
कोई करता नहीं है मोहब्बत हो
मोहब्बत हो जाती है हो जाती है.
Dil Ko Bewajahh dhadakne ki
Aadat ho jati hai
Dil Ko Bewajahh dhadakne ki
Aadat ho jati hai
Koi karta nahin nahin baba nahin
Koi karta nahin
Koi karta nahin hai mohabbat ho
Mohabbat ho jati hai ho jati hai
Dil Ko Bewajahh dhadakne ki
Aadat ho jati hai
Dil Ko Bewajahh dhadakne ki
Aadat ho jati hai
Koi karta nahin nahin baba nahin
Koi karta nahin
Koi karta nahin hai mohabbat ho
Mohabbat ho jati hai ho jati hai
Mere dil mein hai ek lagan
He mere dil mein hai ek lagan
Har pal tujhse pyar karu
Mere dil mein ek lagan hai
Har pal tujhse pyar karu
Ho apni khushi ka jane jana
Kaise main izhar karun
Meri aarzu dekhu tujhe
Dekhu tujhe suhab sham
Haan is umar mein nazro ko
Sararat ho jati hai
Dil Ko Bewajahh dhadakne ki
Aadat ho jati hai
Koi karta nahin nahin baba nahin
Koi karta nahin
Koi karta nahin hai mohabbat ho
Mohabbat ho jati hai ho jati hai
Maine tujhme kya dekha hai
Maine tujhme kya dekha hai
Labzo mein kahna mushkil hai
Maine tujhme kya dekha hai
Labzo mein kahna mushkil hai
Tujhko paa kar yu lagta hai
Tu hi meri manzil hai
Ye zindagi karti hoon hai
Tere naam tere naam
Rato mein aksar
Jagne ki aadat ho jati hai
Dil Ko Bewajahh dhadakne ki
Aadat ho jati hai
Koi karta nahin nahin baba nahin
Koi karta nahin
Koi karta nahin hai mohabbat ho
Mohabbat ho jati hai ho jati hai.
Song Details & Credits
| Song | Dil Ko Bewajah |
|---|---|
| Singers | Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik |
| Movie | Tahqiqaat |
| Lyricist | Faaiz Anwar |
| Music | Anu Malik |
| Label | BMG |
| Video Director | A. Jagannathan |
| Starring | Mahesh Anand, Sulabha Arya, Jitendra, Aditya Pancholi. |
| Year | 1993 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Dil Ko Bewajah
“Dil Ko Bewajah” is from the movie Tahqiqaat, released in 1993.
The lyrics of “Dil Ko Bewajah” were written by Faaiz Anwar.
“Dil Ko Bewajah” is sung by Abhijeet Bhattacharya and Alka Yagnik.
The music video of “Dil Ko Bewajah” was directed by A. Jagannathan.
The music video of “Dil Ko Bewajah” features Mahesh Anand, Sulabha Arya, Jitendra and Aditya Pancholi..