Aisi Haalat Kisi Ki Na Ho Lyrics
ऐसी हालत किसी की न हो
इश्क़ में जो मेरा हाल है
ऐसी हालत किसी की न हो
इश्क़ में जो मेरा हाल है
सोचती हु के कैसे कटेगी उम्र
प्यार का ये तो पहला साल है
ऐसी हालत किसी की न हो
इश्क़ में जो मेरा हाल है
ऐसी हालत किसी की न हो
इश्क़ में जो मेरा हाल है
सोचता हु के कैसे कटेगी उम्र
प्यार का ये तो पहला साल है
ऐसी हालत किसी की न हो
इश्क़ में जो मेरा हाल है
कैसे बहलू मैं दिल को
ये बहलता ही नहीं
देखो बेताब है कितना
ये सम्भालता ही नहीं
दिल पागल दीवाना है
दुनिया से बेगाना है
हर घडी दिलरूबा का ख्याल है
ऐसी हालत किसी की न हो
इश्क़ में जो मेरा हाल है
ऐसी हालत किसी की न हो
इश्क़ में जो मेरा हाल है
सोचती हूँ कि कैसे कटेगी उम्र
प्यार का ये तो पहला साल है
ऐसी हालत किसी की न हो
इश्क़ में जो मेरा हाल है
सच्ची लगती है मोहब्बत
जूठा लगता है जहाँ
सिर्फ चेहरा है उसी का
मुड़ के देखो मैं जहा
दिन भर आहें भरती हूँ
कुछ कहने से डरती हूँ
ये ज़िन्दगी का सवाल है
ऐसी हालत किसी की न हो
इश्क़ में जो मेरा हाल है
ऐसी हालत किसी की न हो
इश्क़ में जो मेरा हाल है
सोचता हु के कैसे कटेगी उम्र
प्यार का ये तो पहला साल है
ऐसी हालत किसी की न हो
इश्क़ में जो मेरा हाल है
ऐसी हालत किसी की न हो
इश्क़ में जो मेरा हाल है.
Aisi halat kisi ki na ho
Ishq me jo mera haal hai
Aisi halat kisi ki na ho
Ishq mein jo mera haal hai
Sochti hu ke kaise kategi umar
Pyar ka ye to pehla saal hai
Aisi halat kisi ki na ho
Ishq mein jo mera haal hai
Aisi halat kisi ki na ho
Ishq mein jo mera haal hai
Sochta hu ke kaise kategi umar
Pyar ka ye to pehla saal hai
Aisi halat kisi ki na ho
Ishq mein jo mera haal hai
Kaise bahalu main dil ko
Ye bahalta hi nahi
Dekho betab hai kitna
Ye sambhalta hi nahi
Dil pagal deewana hai
Duniya se begana hai
Har ghadi dilruba ka kyal hai
Aisi halat kisi ki na ho
Ishq mein jo mera haal hai
Aisi halat kisi ki na ho
Ishq mein jo mera haal hai
Sochti hoon ke kaise kategi umar
Pyar ka ye to pehla saal hai
Aisi halat kisi ki na ho
Ishq mein jo mera haal hai
Sachi lagti hai mohabbat
Jutha lagta hai jahan
Sirf chehra hai usi ka
Mudd ke dekhu main jaha
Din bhar aahe bharti hoon
Kuch kehne se darti hoon
Ye zindagi ka sawal hai
Aisi halat kisi ki na ho
Ishq mein jo mera haal hai
Aisi halat kisi ki na ho
Ishq mein jo mera haal hai
Sochta hu ke kaise kategi umar
Pyar ka ye to pehla saal hai
Aisi halat kisi ki na ho
Ishq mein jo mera haal hai
Aisi halat kisi ki na ho
Ishq mein jo mera haal hai.
Song Details & Credits
| Song | Aisi Haalat Kisi Ki Na Ho |
|---|---|
| Singers | Kumar Sanu, Sadhana Sargam |
| Movie | Tadipaar |
| Lyricist | Sameer |
| Music | Nadeem Saifi, Shravan Rathod |
| Label | Tips Music |
| Video Director | Mahesh Bhatt |
| Starring | Sadashiv Amrapurkar, Mithun Chakraborty, Pooja Bhatt, Juhi Chawla. |
| Year | 1993 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Aisi Haalat Kisi Ki Na Ho
“Aisi Haalat Kisi Ki Na Ho” is from the movie Tadipaar, released in 1993.
The lyrics of “Aisi Haalat Kisi Ki Na Ho” were written by Sameer.
“Aisi Haalat Kisi Ki Na Ho” is sung by Kumar Sanu and Sadhana Sargam.
The music video of “Aisi Haalat Kisi Ki Na Ho” was directed by Mahesh Bhatt.
The music video of “Aisi Haalat Kisi Ki Na Ho” features Sadashiv Amrapurkar, Mithun Chakraborty, Pooja Bhatt and Juhi Chawla..