Shahar Mein Gaon Mein Lyrics
शहर में गाओं में
धूप में छाँव में
शहर में गाओं में
धूप में छाँव में
खुद को रोका बहुत
फिर भी सोचा बहुत
खुद को रोका बहुत
फिर भी सोचा बहुत
ज़िन्दगी कौन हैं
बन्दगी कौन हैं
ज़िन्दगी कौन हैं
बन्दगी कौन हैं
उफ़ तुम्हारा शबाब
दे रहा हैं जवाब
ज़िन्दगी हो तुम्ही
बंदगी हो तुम्ही
ज़िन्दगी हो तुम्ही
बंदगी हो तुम्ही
एक शहजादी हैं
नाम है शायरी
एक शहजादी हैं
नाम है शायरी
इसकी महफ़िल में हैं
हर तरफ दिलकशी
शेर सुनते रहे
फिर भी उलझे रहे
शायरी कौन हैं
दिलकशी कौन हैं
उफ़ तुम्हारा शबाब
दे रहा है जवाब
शायरी हो तुम्ही
दिलकशी हो तुम्ही
ज़िन्दगी हो तुम्ही
बंदगी हो तुम्ही
शहर में गाओं में
धूप में छाँव में
सुबह बेजान हैं
रोशनी जब नहीं
सुबह बेजान हैं
रोशनी जब नहीं
रात वीरान हैं
चांदनी जब नहीं
हमको सब थी खबर
दिल ने पूछा मगर
रोशनी कौन हैं
चाँदनी कौन हैं
उफ़ तुम्हारा शबाब
दे रहा हैं जवाब
रोशनी हो तुम्ही
चांदनी हो तुम्ही
ज़िन्दगी हो तुम्ही
बंदगी हो तुम्ही
शहर में गाओं में
धूप में छाँव में
शहर में गाओं में
धूप में छाँव में
शहर में गाओं में
धूप में छाँव में
शहर में गाओं में
धूप में छाँव में.
Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein
Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein
Khud ko roka bahut,
Phir bhi socha bahut
Khud ko roka bahut,
Phir bhi socha bahut
Zindagi kaun hain
Bandagi kaun hain
Zindagi kaun hain
Bandagi kaun hain
Uff tumhara shabaab
De raha hain javab
Zindagi ho tumhi,
Bandagi ho tumhi
Zindagi ho tumhi,
Bandagi ho tumhi
Ek shahjadi hain,
Naam hai shayari
Ek shahjadi hain
Naam hai shayari
Iski mahfil mein hain
Har taraf dilkashi
Sher sunte rahe
Phir bhi uljhe rahe
Shayari kaun hain
Dilkashi kaun hain
Uff tumhara shabab
De raha hai javab
Shayari ho tumhi,
Dilkashi ho tumhi
Zindagi ho tumhi,
Bandagi ho tumhi
Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein
Subah bejaan hain,
Roshani jab nahin
Subah bejaan hain,
Roshani jab nahin
Raat viraan hain
Chandani jab nahin
Hamko sab thi khabar,
Dil ne puchha magar
Roshani kaun hain,
Chandani kaun hain
Uff tumhara shabaab
De raha hain javab
Roshani ho tumhi,
Chandani ho tumhi
Zindagi ho tumhi,
Bandagi ho tumhi
Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein
Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein
Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein
Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein.
Song Details & Credits
| Song | Shahar Mein Gaon Mein |
|---|---|
| Singer | Kumar Sanu |
| Movie | Yalgaar |
| Lyricist | Sudarshan Faakir |
| Music | Channi Singh |
| Label | Tips Music |
| Video Director | Feroz Khan |
| Starring | Feroz Khan, Sanjay Dutt, Kabir Bedi, Manisha Koirala. |
| Year | 1992 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Shahar Mein Gaon Mein
“Shahar Mein Gaon Mein” is from the movie Yalgaar, released in 1992.
The lyrics of “Shahar Mein Gaon Mein” were written by Sudarshan Faakir.
“Shahar Mein Gaon Mein” is sung by Kumar Sanu.
The music video of “Shahar Mein Gaon Mein” was directed by Feroz Khan.
The music video of “Shahar Mein Gaon Mein” features Feroz Khan, Sanjay Dutt, Kabir Bedi and Manisha Koirala..