Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1992

Saat Suro Ke Taar Ban Gaye Lyrics

सात सुरों के तार बन गए
सात सुरों के तार बन गए
तेरा मेरा प्यार
सात सुरों के तार बन गए
तेरा मेरा प्यार
मैं हूँ नैया तू पटवार
तू है नैया में हूँ पतवार
पार कर लेंगे हर मझधार

सात सुरों के तार बन गए
तेरा मेरा प्यार
मैं हूँ नैया तू पटवार
तू है नैया में हूँ पतवार
पार कर लेंगे हर मझधार

सात सुरों के तार बन गए
तेरा मेरा प्यार

धरती मेरी
शाम है अपनी अपना सवेरा
धरती मेरी
शाम है अपनी अपना सवेरा
और करेंगे क्या करके अब
और करेंगे क्या करके अब

कर लिया तेरे दिल में बसेरा

कर लिया तेरे दिल में बसेरा
दिशा दिशा में
गूँज उठी पायल की झनकार

मैं हूँ नैया तू पटवार
तू हैं नैया में हूँ पतवार
पार कर लेंगे हर मझधार
सात सुरों के तार बन गए
तेरा मेरा प्यार

मेरा पग नाचे तो नाचे
नाच उठा वो सब अलबेला
मेरा पग नाचे तो नाचे
नाच उठा वो सब अलबेला
कितना अच्छा लगता हैं
न में अकेली न तू अकेला
न तू अकेली न में अकेला

मेरे बदन को छेड़ रहे हैं
लाखों सितार मैं हूँ नैया
मैं हूँ नैया तू पटवार
तू हैं नैया में हूँ पतवार
पार कर लेंगे हर मझधार

सात सुरों के तार बन गए
तेरा मेरा प्यार.

Saat suronn ke taar ban gaye
Saat suronn ke taar ban gaye
Teraa meraa pyaar
Saat suronn ke taar ban gaye
Teraa meraa pyaar
Main hoon naiyaa tuu patavaar
Tu hai naiyaa mein hoon patwar
Paar kar lenge har majhadhaar

Saat suron ke taar ban gaye
Teraa meraa pyaar
Main hoon naiyaa tuu patavaar
Tu hai naiyaa mein hoon patwar
Paar kar lenge har majhadhaar

Saat suron ke taar ban gaye
Teraa meraa pyaar

Dharti meri, ambar mera
Shaam hai apani apanaa saveraa
Dharti meri, ambar mera
Shaam hai apani apanaa saveraa
Aur karenge kyaa karake ab
Aur karenge kyaa karake ab

Kar liyaa tere dil mein baseraa
Kar liyaa tere dil mein baseraa
Dishaa dishaa mein
Goonj uthi paayal ki jhanakaar

Main hoon naiyaa tuu patavaar
Tu hain naiyaa mein hoon patwar
Paar kar lenge har majhadhaar
Saat suron ke taar ban gaye
Teraa meraa pyaar

Meraa pag naache to naache
Naach uthaa vo sab alabelaa
Meraa pag naache to naache
Naach uthaa vo sab alabelaa
Kitanaa achchhaa lagataa hain
Na mein akeli na tu akelaa
Na tu akeli na mein akela

Mere badan ko chhed rahe hain
Laakhon sitaar main hoon naiyaa
Main hoon naiyaa tuu patavaar
Tu hain naiyaa mein hoon patwar
Paar kar lenge har majhadhaar

Saat suron ke taar ban gaye
Teraa meraa pyaar.

Song Details & Credits
Song Saat Suro Ke Taar Ban Gaye
Singers Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Movie Sangeet
Lyricist Santosh Anand
Music Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Label T-Series
Video Director K. Viswanath
Starring Jackie Shroff, Madhuri Dixit
Year 1992
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Saat Suro Ke Taar Ban Gaye

“Saat Suro Ke Taar Ban Gaye” is from the movie Sangeet, released in 1992.

The lyrics of “Saat Suro Ke Taar Ban Gaye” were written by Santosh Anand.

“Saat Suro Ke Taar Ban Gaye” is sung by Anuradha Paudwal and Suresh Wadkar.

The music video of “Saat Suro Ke Taar Ban Gaye” was directed by K. Viswanath.

The music video of “Saat Suro Ke Taar Ban Gaye” features Jackie Shroff and Madhuri Dixit.