Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1992

Rooth Ke Humse Kabhi Lyrics

रूठ के हमसे कहीं
जब चले जाओगे तुम
रूठ के हमसे कहीं
जब चले जाओगे तुम
ये न सोचा था कभी
इतना याद आओगे तुम
रूठ के हमसे कहीं
जब चले जाओगे तुम
रूठ के हमसे कहीं

मैं तो न चला था दो
कद भी तुम बिन
फिर भी मेरा बचपन
एहि समझे हर दिन
छोड़ के मुझे भला
अब कहाँ जाओगे तुम
छोड़ के मुझे भला
अब कहाँ जाओगे तुम
ये न सोचा था कभी
इतना याद आओगे तुम
रूठ के हमसे कहीं
जब चले जाओगे तुम
रूठ के हमसे कहीं

बातों कभी हाथों से
भी मारा है तुम्हें

सदा एहि केह्की ही
पुकारा है तुम्हें
क्या कर लोगे मेरा
जो बिगड़ जाओगे तुम
क्या कर लोगे मेरा
जो बिगड़ जाओगे तुम
ये न सोचा था कभी
इतना याद आओगे तुम
रूठ के हमसे कहीं
जब चले जाओगे तुम
रूठ के हमसे कहीं

देखो मेरे आंसू
एहि करते हैं पुकार
आओ चले आओ मेरे
भाई मेरे यार
पूछने आंसू मेरे
क्या नहीं आओगे तुम
पूछने आंसू मेरे
क्या नहीं आओगे तुम
ये न सोचा था कभी
इतना याद आओगे तुम
रूठ के हमसे कहीं
जब चले जाओगे तुम
रूठ के हमसे कहीं.

Rooth ke humse kahin
Jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin
Jab chale jaoge tum
Ye na socha tha kabhi
Itna yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin
Jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Main to na chala tha do
Kad bhi tum bin
Phir bhi mera bachpan
Yehi samjhe har din
Chhod ke mujhe bhala
Ab kahan jaoge tum
Chhod ke mujhe bhala
Ab kahan jaoge tum
Ye na socha tha kabhi
Itna yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin
Jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Baaton kabhi haathon se
Bhi maara hai tumhein
Sada yehi kehki hi
Pukaara hai tumhein
Kya kar loge mera
Jo bigad jaoge tum
Kya kar loge mera
Jo bigad jaoge tum
Ye na socha tha kabhi
Itna yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin
Jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Dekho mere aansoo
Yehi karte hain pukaar
Aao chale aao mere
Bhai mere yaar
Poochne aansoo mere
Kya nahin aaoge tum
Poochne aansoo mere
Kya nahin aaoge tum
Ye na socha tha kabhi
Itna yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin
Jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin.

Song Details & Credits
Song Rooth Ke Humse Kabhi
Singer Jatin Pandit
Movie Jo Jeeta Wohi Sikandar
Lyricist Majrooh Sultanpuri
Music Jatin Pandit, Lalit Pandit
Label Saregama
Video Director Mansoor Khan
Starring Aamir Khan, Ayesha Jhulka, Deepak Tijori, Pooja Bedi.
Year 1992
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Rooth Ke Humse Kabhi

“Rooth Ke Humse Kabhi” is from the movie Jo Jeeta Wohi Sikandar, released in 1992.

The lyrics of “Rooth Ke Humse Kabhi” were written by Majrooh Sultanpuri.

“Rooth Ke Humse Kabhi” is sung by Jatin Pandit.

The music video of “Rooth Ke Humse Kabhi” was directed by Mansoor Khan.

The music video of “Rooth Ke Humse Kabhi” features Aamir Khan, Ayesha Jhulka, Deepak Tijori and Pooja Bedi..