Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1990

Humne Ghar Chhoda Hai Lyrics

हमने घर छोड़ा है
रस्मों को तोडा है
हमने घर छोड़ा है
रस्मों को तोडा है
दूर कहीं जाएंगे
नयी दुनिया बसाएंगे

हमने घर छोड़ा है
रस्मों को तोडा है
दूर कहीं जाएंगे
नयी दुनिया बसाएंगे

हमने घर छोड़ा है
रस्मों को तोडा है

तेरे बिना जीना पड़े
दिन वोह कभी भी न आये
तेरे बिना जीना पड़े
दिन वोह कभी भी न आये

कोई भी आँधी हो, तूफ़ान कोई
हमको जुदा कर न पाये

बस एक बार किया है
मैंने तुझे प्यार किया है
बस एक बार किया है
मैंने तुझे प्यार किया है

हम तेरी बाहों में
जन्नत को भुलायेंगे

हमने घर छोड़ा है
रस्मों को तोडा है

छत प्यार की
सपनों की ऊंची दीवारें
छत प्यार की
सपनों की ऊंची दीवारें

कलियाँ मोहब्बत की खिलने लगी
आई मिलन की बहारें

जन्मों की प्यास बुझा दे
मुझको गले से लगा दे
जन्मों की प्यास बुझा दे
मुझको गले से लगा दे
प्यार के इस मंदिर को
चाहत से सजाएंगे

हमने घर छोड़ा है
रस्मों को तोडा है
हमने घर छोड़ा है
रस्मों को तोडा है
दूर कहीं जाएंगे
नयी दुनिया बसाएंगे

हमने घर छोड़ा है
रस्मों को तोडा है.

Humne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai
Humne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai
Door kahin jaayenge
Nayi duniya basaayenge

Humne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai
Door kahin jaayenge
Nayi duniya basaayenge

Humne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai

Tere bina jeena pade
Din voh kabhi bhi na aaye
Tere bina jeena pade
Din voh kabhi bhi na aaye

Koi bhi aandhi ho, toofaan koi
Humko judaa kar na paaye

Bas ek baar kiya hai
Maine tujhe pyaar kiya hai
Bas ek baar kiya hai
Maine tujhe pyaar kiya hai

Hum teri baahon mein
Jannat ko bhoolaayenge

Humne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai

Chhat pyaar ki, dil ki zameen
Sapnon ki oonchi deewaarein
Chhat pyaar ki, dil ki zameen
Sapnon ki oonchi deewaarein

Kaliyaan mohabbat ki khilne lagi
Aayi milan ki bahaarein

Janmon ki pyaas bujha de
Mujhko gale se laga de
Janmon ki pyaas bujha de
Mujhko gale se laga de
Pyaar ke is mandir ko
Chaahat se sajaayenge

Humne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai
Humne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai
Door kahin jaayenge
Nayi duniya basaayenge

Humne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai.

Song Details & Credits
Song Humne Ghar Chhoda Hai
Singers Sadhana Sargam, Udit Narayan
Movie Dil
Lyricist Sameer
Music Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Label T-Series
Video Director Indra Kumar
Starring Aamir Khan, Madhuri Dixit.
Year 1990
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Humne Ghar Chhoda Hai

“Humne Ghar Chhoda Hai” is from the movie Dil, released in 1990.

The lyrics of “Humne Ghar Chhoda Hai” were written by Sameer.

“Humne Ghar Chhoda Hai” is sung by Sadhana Sargam and Udit Narayan.

The music video of “Humne Ghar Chhoda Hai” was directed by Indra Kumar.

The music video of “Humne Ghar Chhoda Hai” features Aamir Khan and Madhuri Dixit..

Tags: #Dil #Sameer