Dil Deewana Bin Sajna Ke Lyrics
Dil Deewana Bin Sajna Ke Lyrics
हो हो.. ला ला ला.. हम्म.. हो हो..
दिल दीवाना बिन सजना के माने ना
दिल दीवाना बिन सजना के माने ना
ये पगला है, समझाने से समझे ना
ये पगला है, समझाने से समझे ना
धक-धक बोले, इत-उत डोले दिन रैना
ये पगला है, समझाने से समझे ना
ये पगला है, समझाने से समझे ना
दुनिया माँगे अपनी मुरादें
मैं तो मांगू साजन हो हो हो
दुनिया माँगे अपनी मुरादें
मैं तो मांगू साजन
रहे सलामत मेरा सजना
और सजना का आँगन
इसके सिवा दिल रब से कुछ भी चाहे ना
ये पगला है, समझाने से समझे ना
ये पगला है, समझाने से समझे ना
हो हो हो हो..
जी ये चाहे बना के आँचल
तुमको लपेटूं तन पे हो हो हो
जी ये चाहे बना के आँचल
तुमको लपेटूं तन पे
कभी ये सोचू मैं उड़ जाऊं
तुमको लिये गगन पे
और भी कुछ हैं दिल के इरादे क्या कहना
ये पगला है, समझाने से समझे ना
ये पगला है, समझाने से समझे ना
दर्द जुदाई क्या होता है
तुम जानो मैं जानूं
दर्द जुदाई क्या होता है
तुम जानो मैं जानूं
प्यार बुलाए दुनिया रोके
किसका कहना मानूं
तुमसे मिले बिन
दिल को कुछ भी सूझे ना
ये पगला है, समझाने से समझे ना
ये पगला है, समझाने से समझे ना
बन के लहू नस नस में मोहब्बत
दौड़े और पुकारे
बन के लहू नस नस में मोहब्बत
दौड़े और पुकारे
प्यार में सब कुछ हार दिया
पर हिम्मत कैसे हारे
कह दो दुनिया दिल का रास्ता रोके ना
ये पगला है, समझाने से समझे ना
ये पगला है, समझाने से समझे ना
Ho ho.. la la la.. hmm.. ho ho..
Dil deewana bin sajna ke maane naa
Dil deewana bin sajna ke maane naa
Ye pagla hai, samjhaane se samjhe naa
Ye pagla hai, samjhaane se samjhe naa
Dhak-dhak bole, it-ut dole din raina
Ye pagla hai, samjhaane se samjhe naa
Ye pagla hai, samjhaane se samjhe naa
Duniya maange apni muraaden
Main to maangu saajan ho ho ho
Duniya maange apni muraaden
Main to maangu saajan
Rahe salamat mera sajna
Aur sajna ka aangan
Iske siva dil rab se kuch bhi chaahe naa
Ye pagla hai, samjhaane se samjhe naa
Ye pagla hai, samjhaane se samjhe naa
Ho ho ho ho..
Ji ye chaahe bana ke aanchal
Tumko lapetoon tan pe ho ho ho
Ji ye chaahe bana ke aanchal
Tumko lapetoon tan pe
Kabhi ye sochu main udd jaaun
Tumko liye gagan pe
Aur bhi kuch hain dil ke iraade kya kehna
Ye pagla hai, samjhaane se samjhe naa
Ye pagla hai, samjhaane se samjhe naa
Dard judaai kya hota hai
Tum jano main jaanoon
Dard judaai kya hota hai
Tum jano main jaanoon
Pyaar bulaye duniya roke
Kiska kehna maanoon
Tumse mile bin
Dil ko kuch bhi sujhe naa
Ye pagla hai, samjhaane se samjhe naa
Ye pagla hai, samjhaane se samjhe naa
Ban ke lahu nas nas mein mohabbat
Daude aur pukare
Ban ke lahu nas nas mein mohabbat
Daude aur pukare
Pyaar mein sab kuch haar diya
Par himmat kaise haare
Keh do duniya dil ka rasta roke naa
Ye pagla hai, samjhaane se samjhe naa
Ye pagla hai, samjhaane se samjhe naa
Ho ho.. la la la.. hmm.. ho ho..
Dil deewana san jana nahi nahi
Dil deewana san jana nahi nahi
He is crazy, please explain to him
He is crazy, please explain to him
Dhak-dhak said, it-ut dole din Raina
He is crazy, please explain to him
He is crazy, please explain to him
the world asks for its wishes
I would like to ask sir ho ho ho
the world asks for its wishes
I will ask for it sir
stay safe my darling
and Sajna's courtyard
Apart from this, the heart does not want anything from God.
He is crazy, please explain to him
He is crazy, please explain to him
Ho ho ho ho..
Yes, Aanchal can make it whatever he wants.
let me wrap you around my body ho ho ho
Yes, Aanchal can make it whatever he wants.
wrap you around my body
Sometimes I wish I could fly away
carrying you to the sky
There are other intentions of the heart, what can I say?
He is crazy, please explain to him
He is crazy, please explain to him
what is separation pain
you know i know
what is separation pain
you know i know
love calls stop the world
whose advice should I obey?
without meeting you
the heart can't think of anything
He is crazy, please explain to him
He is crazy, please explain to him
Love in every vein of my heart
run and call
Love in every vein of my heart
run and call
lost everything in love
But how can one lose courage?
Tell the world to block the path of your heart
He is crazy, please explain to him
He is crazy, please explain to him
Song details & credits
| Song | Dil Deewana Bin Sajna Ke |
|---|---|
| Singers | SP Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar |
| Movie | Maine Pyar Kiya |
| Lyricist | Asad Bhopali |
| Music | Ramlaxman |
| Label | Saregama |
| Starring | Salman Khan, Bhagyashree |
| Year | 1989 |
| Language | Hindi |




