Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1987

Tu Jaan Se Pyaara Hain Lyrics

तू शौक से ठुकरा दे मैंने तुझे चाहा हैं
तू शौक से ठुकरा दे मैंने तुझे चाहा हैं
में आज ये कहती हूँ तू जान से प्यारे हैं
तू जान से प्यारा हैं तू जान से प्यारे हैं

कैसे तुझे समजौ तू क्या मेरा लगता हैं
कैसे तुझे समजौ तू क्या मेरा लगता हैं
बेनाम सही लेकिन तेरा मेरा रिस्ता हैं
तेरा मेरा रिश्ता हैं तेरा मेरा रिश्ता हैं

मैला मेरा आँचल हैं पर दाग नहीं इस पे
मैला मेरा आँचल हैं पर दाग नहीं इस पे

तू ने मेरी नज़रूँ को दिल से नहीं देखा हैं
दिल से नहीं देखा हैं दिल से नहीं देखा हैं

महसूस हुवा तुझको अब मेरी वफ़ा क्या हैं
महसूस हुवा तुझको अब मेरी वफ़ा क्या हैं
ये मेरी मोहबत का छोटासा करिश्मा हैं
छोटासा करिश्मा हैं छोटासा करिश्मा हैं

ये मांग मेरी भर के तकदीर बदल डाली
ये मांग मेरी भर के तकदीर बदल डाली
में आज से तेरी हूँ तू जान से प्यारा हैं
तू जान से प्यारा हैं तू जान से प्यारा हैं..

Tu shauk se thukra de maine tujhe chaha hain
Tu shauk se thukra de maine tujhe chaha hain
Me aaj ye kehathi hoon tu jaan se pyaara hain
Tu jaan se pyaara hain tu jaan se pyaara hain

Kaise tujhe samjau tu kya mera lagata hain
Kaise tujhe samjau tu kya mera lagata hain
Benam sahi lekin tera mera ristha hain
Tera mera rista hain tera mera rista hain

Maila mera aachal hain per daag nahin iss pe
Maila mera aachal hain per daag nahin iss pe
Tu ne meri nazaroon ko dil se nahi dekha hain
Dil se nahin dekha hain dil se nahi dekha hain

Mehsus huwa tujhko ab meri wafa kya hain
Mehsus huwa tujhko ab meri wafa kya hain
Ye meri mohabat ka chhotasa karishma hain
Chhotasa karishma hain chotasa karishma hain

Ye maang meri bhar ke takdeer badal dali
Ye maang meri bhar ke takdeer badal dali
Mein aaj se teri hoon tu jaan se pyaara hain
Tu jaan se pyaara hain tu jaan se pyaara hain..

Song Details & Credits
Song Tu Jaan Se Pyaara Hain
Singer Mitalee Mukherjee
Movie Satyamev Jayate
Lyricist Farooq Qaiser
Music Bappi Lahiri
Label T-Series
Video Director Raj N. Sippy
Starring Vinod Khanna, Meenakshi Sheshadri, Madhavi, Anita Raj.
Year 1987
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Tu Jaan Se Pyaara Hain

“Tu Jaan Se Pyaara Hain” is from the movie Satyamev Jayate, released in 1987.

The lyrics of “Tu Jaan Se Pyaara Hain” were written by Farooq Qaiser.

“Tu Jaan Se Pyaara Hain” is sung by Mitalee Mukherjee.

The music video of “Tu Jaan Se Pyaara Hain” was directed by Raj N. Sippy.

The music video of “Tu Jaan Se Pyaara Hain” features Vinod Khanna, Meenakshi Sheshadri, Madhavi and Anita Raj..