Yeh Kaafile Yaadon Ke Lyrics
Yeh Kaafile Yaadon Ke Lyrics
ये क़ाफ़िलें यादों के
ये क़ाफ़िलें यादों के
कहीं खो गए होते
ये क़ाफ़िलें यादों के
कहीं खो गए होते
इक पल भी अगर भूल से
हम सो गए होते
ये क़ाफ़िलें यादों के
कहीं खो गए होते
इस मोड़ पे अब तुझसे
बिछड़ना नहीं आसाँ
इस मोड़ पे अब तुझसे
बिछड़ना नहीं आसाँ
पेहेले ही कहीं तुझसे
जुदा हो गए होते
ये क़ाफ़िलें यादों के
कहीं खो गए होते
मिलती के ना मिलती
ये मुक़द्दर था हमारा
मिलती के ना मिलती
ये मुक़द्दर था हमारा
मंज़िल की तरफ़ अपने
कदम तो गए होते
ये क़ाफ़िलें यादों के
कहीं खो गए होते
दुनिया भी बुरा केहती
गीला तुझको भी होता आ आ
दुनिया भी बुरा केहती
गीला तुझको भी होता आ
हम हद्द से ज़रा आगे
चले जो गए होते
ये क़ाफ़िलें यादों के
कहीं खो गए होते
इक पल भी अगर भूल से
हम सो गए होते
ये क़ाफ़िलें यादों के
कहीं खो गए होते
Ye qaafilen yaadon ke
Ye qaafilen yaadon ke
Kahin kho gaye hote
Ye qaafilen yaadon ke
Kahin kho gaye hote
Ik pal bhi agar bhul se
Hum so gaye hote
Ye qaafilen yaadon ke
Kahin kho gaye hote
Is mod pe ab tujhse
Bichadna nahi aasaan
Is mod pe ab tujhse
Bichadna nahi aasaan
Pehele hi kahin tujhse
Juda ho gaye hote
Ye qaafilen yaadon ke
Kahin kho gaye hote
Milti ke naa milti
Ye muqaddar tha hamara
Milti ke naa milti
Ye muqaddar tha hamara
Manzil ki taraf apne
Kadam to gaye hote
Ye qaafilen yaadon ke
Kahin kho gaye hote
Duniya bhi bura kehti
Geela tujhko bhi hota aa aa
Duniya bhi bura kehti
Geela tujhko bhi hota aa
Hum hadd se zara aage
Chale jo gaye hote
Ye qaafilen yaadon ke
Kahin kho gaye hote
Ik pal bhi agar bhul se
Hum so gaye hote
Ye qaafilen yaadon ke
Kahin kho gaye hote
These caravans of memories
These caravans of memories
would have been lost somewhere
These caravans of memories
would have been lost somewhere
Even if by mistake for a moment
we would have slept
These caravans of memories
would have been lost somewhere
at this juncture with you
it is not easy to get separated
at this juncture with you
it is not easy to get separated
from you before
would have been separated
These caravans of memories
would have been lost somewhere
it may not be possible to meet
This was our destiny
it may not be possible to meet
This was our destiny
towards your destination
the steps would have been gone
These caravans of memories
would have been lost somewhere
the world also says bad
you too are getting wet
the world also says bad
you also feel wet
we are a little beyond limits
those who would have gone are gone
These caravans of memories
would have been lost somewhere
Even if by mistake for a moment
we would have slept
These caravans of memories
would have been lost somewhere
Song details & credits
| Song | Yeh Kaafile Yaadon Ke |
|---|---|
| Singer | Asha Bhosle |
| Movie | Faasle |
| Lyricist | Shahryar |
| Music | Shiv Kumar Sharma, Hariprasad Chaurasia |
| Label | YRF |
| Starring | Sunil Dutt, Rekha |
| Year | 1985 |
| Language | Hindi |




