Tum Aur Main Lyrics
तुम और मैं और यह बेखुदी
तुम और मैं और यह बेखुदी
नशीली रात हैं
तुम्हारे साथ हैं
क्या बात हैं बात हैं
तुम और मैं और यह बेखुदी
महाकि हुयी तन्हाईया
बेहकी हुयी अंगड़ाईयाँ
महाकि हुयी तन्हाईया
बेहकी हुयी अंगड़ाईयाँ
मुझे थाम लो मुझे थाम लो
मुझे थाम लो जानेजा जानेजा
तुम और मैं और यह बेखुदी
जादू भी हुन टोना भी हूँ
चाँदी भी हुन सोना भी हूँ
जादू भी हुन टोना भी हूँ
चाँदी भी हुन सोना भी हूँ
मुझे लूट लो मुझे लूट लो
मुझे लूट लो जानेजा जानेजा
तुम और मैं और यह बेखुदी
गोरा बदन ख़ुश्बू भरा
कहते हैं क्या सुन लो ज़रा
गोरा बदन ख़ुश्बू भरा
कहते हैं क्या सुन लो ज़रा
मुझे प्यार दो मुझे प्यार दो
मुझे प्यार दो जानेजा जानेजा
तुम और मैं और यह बेखुदी
नशीली रात हैं
तुम्हारे साथ हैं
क्या बात हैं बात हैं
तुम और मैं और यह बेखुदी
आ आ आ आ आ आ..
Tum aur main aur yeh bekhudi
Tum aur main aur yeh bekhudi
Nashili raat hain
Tumhaara saath hain
Kya baat hain baat hain
Tum aur main aur yeh bekhudi
Mehaki huyi tanhaayiya
Behaki huyi angadaayiya
Mehaki huyi tanhaayiya
Behaki huyi angadaayiya
Mujhe thaam lo mujhe thaam lo
Mujhe thaam lo jaaneja jaaneja
Tum aur main aur yeh bekhudi
Jaadu bhi hun tona bhi hun
Chaandi bhi hun sona bhi hun
Jaadu bhi hun tona bhi hun
Chaandi bhi hun sona bhi hun
Mujhe loot lo mujhe loot lo
Mujhe loot lo jaaneja jaaneja
Tum aur main aur yeh bekhudi
Gora badan khushboo bhara
Kehata hain kya sun lo zara
Gora badan khushboo bhara
Kehata hain kya sun lo zara
Mujhe pyaar do mujhe pyaar do
Mujhe pyaar do jaaneja jaaneja
Tum aur main aur yeh bekhudi
Nashili raat hain
Tumhaara saath hain
Kya baat hain baat hain
Tum aur main aur yeh bekhudi
Aa aa aa aa aa aa..
Song Details & Credits
| Song | Tum Aur Main |
|---|---|
| Singer | Asha Bhosle |
| Movie | Aitbaar |
| Lyricist | Farooq Qaiser |
| Music | Bappi Lahiri |
| Label | T-Series |
| Video Director | Mukul S. Anand |
| Starring | Dimple Kapadia, Raj Babbar, Suresh Oberoi. |
| Year | 1985 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Tum Aur Main
“Tum Aur Main” is from the movie Aitbaar, released in 1985.
The lyrics of “Tum Aur Main” were written by Farooq Qaiser.
“Tum Aur Main” is sung by Asha Bhosle.
The music video of “Tum Aur Main” was directed by Mukul S. Anand.
The music video of “Tum Aur Main” features Dimple Kapadia, Raj Babbar and Suresh Oberoi..