Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1983

Do Naina Aur Ek Kahani Lyrics

By Aarti Mukherji • Movie: Masoom

दो नैना और एक कहानी
दो नैना और एक कहानी
थोड़ा सा बादल
थोड़ा सा पानी
और एक कहानी
दो नैना और एक कहानी
दो नैना और एक कहानी
थोड़ा सा बादल
थोड़ा सा पानी
और एक कहानी
दो नैना और एक कहानी

छोटी सी दो झीलों में
वह बहती रहती है
छोटी सी दो झीलों में
वह बहती रहती है

कोई सुने या ना सुने
कहती रहती है
कुछ लिख के और कुछ ज़ुबानी
थोड़ा सा बादल
थोड़ा सा पानी
और एक कहानी
दो नैना और एक कहानी

थोड़ी सी हैं जानी हुई
थोड़ी सी नै
थोड़ी सी हैं जानी हुई
थोड़ी सी नै
जहां रूके आँसू
वहीँ पूरी हो गई

है तो नै फिर भी हैं पुरानी
हो थोड़ा सा बादल
थोड़ा सा पानी
और एक कहानी
दो नैना और एक कहानी

एक ख़त्म हो तो
दूसरी याद आ जाती है
एक ख़त्म हो तो
दूसरी याद आ जाती है
होठों पे फिर भूली हुई
बात आ जाती है
दो नैनों की हैं ये कहानी
हो थोड़ा सा बादल
थोड़ा सा पानी
और एक कहानी
दो नैना और एक कहानी.

Do nainaa aur ek kahani
Do nainaa aur ek kahani
Thodaa saa baadal
Thodaa saa paani
Aur ek kahaani
Do nainaa aur ek kahani
Do nainaa aur ek kahani
Thodaa saa baadal
Thodaa saa paani
Aur ek kahaani
Do nainaa aur ek kahani

Choti si do jheelon mein
Woh behati rahati hai
Choti si do jheelon mein
Woh behati rahati hai

koi sune yaa naa sune
kehti rehati hai
kuch likh ke aur kuch zubaani
Thodaa saa baadal
Thodaa saa paani
Aur ek kahaani
Do nainaa aur ek kahani

Thodi si hain jaani hui
Thodi si nai
Thodi si hain jaani hui
Thodi si nai
Jahaan ruke aansoo
Wahin puri ho gai

Hai to nai phir bhi hain puraani
ho Thodaa saa baadal
Thodaa saa paani
Aur ek kahaani
Do nainaa aur ek kahani

Ek khatm ho to
Doosari yaad aa jaati hai
Ek khatm ho to
Doosari yaad aa jaati hai
Hothhon pe fir bhooli hui
Baat aa jaati hai
Do nainon ki hain ye kahaani
ho Thodaa saa baadal
Thodaa saa paani
Aur ek kahaani
Do nainaa aur ek kahani.

Song Details & Credits
Song Do Naina Aur Ek Kahani
Singer Aarti Mukherji
Movie Masoom
Lyricist Gulzar
Music Rahul Dev Burman
Label Shemaroo
Video Director Shekhar Kapur
Starring Naseeruddin Shah, Shabana Azmi, Tanuja, Jugal Hansraj.
Year 1983
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Do Naina Aur Ek Kahani

“Do Naina Aur Ek Kahani” is from the movie Masoom, released in 1983.

The lyrics of “Do Naina Aur Ek Kahani” were written by Gulzar.

“Do Naina Aur Ek Kahani” is sung by Aarti Mukherji.

The music video of “Do Naina Aur Ek Kahani” was directed by Shekhar Kapur.

The music video of “Do Naina Aur Ek Kahani” features Naseeruddin Shah, Shabana Azmi, Tanuja and Jugal Hansraj..