Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar Lyrics
Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar Lyrics
ये तेरा घर ये मेरा घर
किसी को देखना हो गर
तो पेहेले आके माँग ले
मेरी नज़र तेरी नज़र
ये तेरा घर ये मेरा घर
किसी को देखना हो गर
तो पेहेले आके माँग ले
मेरी नज़र तेरी नज़र
ये तेरा घर ये मेरा घर
ये घर बहोत हसीन है
ये घर बहोत हसीन है
ये घर बहोत हसीन है
ना बादलों की छाँव में
ना चाँदनी के गाँव में
ना फूल जैसे रास्ते
बने हैं इसके वास्ते
मगर ये घर अजीब है
जमीन के करीब है
ये ईंट पत्थरों का घर
हमारी हसरतों का घर
ये तेरा घर ये मेरा घर
ये घर बहोत हसीन है
ये घर बहोत हसीन है
ये घर बहोत हसीन है
जो चाँदनी नहीं तो क्या
ये रोशनी है प्यार की
दिलों के फूल खिल गए
तो फ़िक्र क्या बाहार की
हमारे घर ना आएगी
कभी ख़ुशी उधार की
हमारी राहतों का घर
हमारी चाहतों का घर
ये तेरा घर ये मेरा घर
ये घर बहोत हसीन है
ये घर बहोत हसीन है
ये घर बहोत हसीन है
यूँ मेहेक वफाओं की
मोहब्बतों का रंग है
ये घर तुम्हारे ख्वाब है
ये घर मेरी उमंग है
ना आरजू पे कैद है
ना हौसले पे जंग है
हमारे हौसलों का घर
हमारी हिम्मतों का घर
ये तेरा घर ये मेरा घर
किसी को देखना हो गर
तो पेहेले आके माँग ले
मेरी नज़र तेरी नज़र
ये तेरा घर ये मेरा घर
ये घर बहोत हसीन है
ये घर बहोत हसीन है
ये घर बहोत हसीन है
ये घर बहोत हसीन है
ये घर बहोत हसीन है
ये घर बहोत हसीन है
Ye tera ghar ye mera ghar
Kisi ko dekhna ho gar
To pehele aake maang le
Meri nazar teri nazar
Ye tera ghar ye mera ghar
Kisi ko dekhna ho gar
To pehele aake maang le
Meri nazar teri nazar
Ye tera ghar ye mera ghar
Ye ghar bahot haseen hai
Ye ghar bahot haseen hai
Ye ghar bahot haseen hai
Naa baadlon ki chhaanv mein
Naa chaandni ke gaanv mein
Naa phool jaise raaste
Bane hain iske vaaste
Magar ye ghar ajeeb hai
Zameen ke kareeb hai
Ye eent pattharon ka ghar
Hamaari hasarton ka ghar
Ye tera ghar ye mera ghar
Ye ghar bahot haseen hai
Ye ghar bahot haseen hai
Ye ghar bahot haseen hai
Jo chaandni nahi to kya
Ye roshani hai pyaar ki
Dilon ke phool khil gaye
To fikar kya baahaar ki
Hamaare ghar naa aayegi
Kabhi khushi udhar ki
Hamaari raahton ka ghar
Hamaari chahaton ka ghar
Ye tera ghar ye mera ghar
Ye ghar bahot haseen hai
Ye ghar bahot haseen hai
Ye ghar bahot haseen hai
Yun mehek vaphaaon ki
Mohabbaton ka rang hai
Ye ghar tumhare khwaab hai
Ye ghar meri umang hai
Naa aarju pe kaid hai
Naa hausle pe jung hai
Hamaare hauslon ka ghar
Hamaari himmaton ka ghar
Ye tera ghar ye mera ghar
Kisi ko dekhna ho gar
To pehele aake maang le
Meri nazar teri nazar
Ye tera ghar ye mera ghar
Ye ghar bahot haseen hai
Ye ghar bahot haseen hai
Ye ghar bahot haseen hai
Ye ghar bahot haseen hai
Ye ghar bahot haseen hai
Ye ghar bahot haseen hai
This is your house, this is my house
If you want to see someone
so come and ask first
my eyes your eyes
This is your house, this is my house
If you want to see someone
so come and ask first
my eyes your eyes
This is your house, this is my house
This house is very beautiful
This house is very beautiful
This house is very beautiful
nor in the shade of clouds
Not in the village of moonlight
nor paths like flowers
made for this
but this house is strange
close to the ground
This brick and stone house
home of our desires
This is your house, this is my house
This house is very beautiful
This house is very beautiful
This house is very beautiful
What if it is not moonlight?
This is the light of love
flowers of hearts bloomed
so why worry about outside
won't come to our house
ever borrowed happiness
home of our reliefs
the house of our dreams
This is your house, this is my house
This house is very beautiful
This house is very beautiful
This house is very beautiful
Like this, the love of loyalties
is the color of love
This house is your dream
This house is my passion
I am imprisoned in my heart's desire
There is no war on courage
home of our courage
home of our courage
This is your house, this is my house
If you want to see someone
so come and ask first
my eyes your eyes
This is your house, this is my house
This house is very beautiful
This house is very beautiful
This house is very beautiful
This house is very beautiful
This house is very beautiful
This house is very beautiful
Song details & credits
| Song | Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar |
|---|---|
| Singers | Chitra Singh, Jagjit Singh |
| Movie | Saath Saath |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Music | Kuldeep Singh |
| Label | Saregama |
| Starring | Satish Shah, Deepti Naval |
| Year | 1982 |
| Language | Hindi |




