Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1982

Tum Aasha Vishwaas Hamaare Lyrics

By Lata Mangeshkar • Movie: Subah

नाम न जाने
धाम ना आ जाने
जाने न सेवा पूजा
जाने बस इतना अजान हम
एक बिना नहीं दूजा
नहीं दूजा

तुम आशा विश्वास हमारे
तुम धरती आकाश हमारे
तुम धरती आकाश हमारे रामा
तुम आशा विश्वास हमारे
तुम धरती आकाश हमारे

तात मात तुम
दिवस रात्रि संध्या प्रभात हो
तात मात तुम
दिवस रात्रि संध्या प्रभात हो
दीपक सूर्य चंद्र तारक में रामा
तुम ही ज्योति प्रकाश हमारे रामा
तुम आशा विश्वास हमारे
तुम धरती आकाश हमारे

साँसों में तुम आते जाते
एक तुम ही से हैं सब नाते

साँसों में तुम आते जाते
एक तुम ही से हैं सब नाते
जीवन वन के हर पतझर में ऐ रामा
एक तुम ही मधुमास हमारे रामा
तुम आशा विश्वास हमारे
तुम धरती आकाश हमारे

तुम ही सब में
हैं तुम में सब अ अ अ
तुम ही भाव हो
हो तुम ही रब
तुम ही सब में
हैं तुम में सब आ
तुम ही भाव हो
हो तुम ही रब
अश्रु हमारी
आँखों में तुम रामा
तुम होंठों पर
हास हमारे रामा
तुम आशा विश्वास हमारे
रामा हमारे
डाटा हमारे ऐ
तुम आशा विश्वास हमारे.

Naam na jaane
Dhaam naa aa jaane
Jaane na sevaa pooja
Jaane bas itna ajaan hum
Ek bina nahin dooja aa
Nahin doojaa

Tum aasha vishwaas hamaare
Tum dharti aakaash hamaare
Tum dharti aakaash hamaare raama
Tum aasha vishwaas hamaare
Tum dharti aakaash hamaare

Taat maat tum ,bandhu bhraat ho
Divas raatri sandhya prabhaat ho
Taat maat tum ,bandhu bhraat ho
Divas raatri sandhya prabhaat ho
Deepak soorya chandra taarak mein raama
Tum hi jyoti prakaash hamaare raamaa aa
Tum aasha vishwaas hamaare
Tum dharti aakaash hamaare

Saanson mein tum aate jaate
Ek tum hi se hain sab naate
Saanson mein tum aate jaate
Ek tum hi se hain sab naate
Jeevan van ke har patjhar mein ae raama
Ek tum hi madhumaas hamaare raamaa aa
Tum aasha vishwaas hamaare
Tum dharti aakaash hamaare

Tum hi sab mein
Hain tum mein sab a a a
Tum hi bhav ho,
Ho tum hi rab
Tum hi sab mein
Hain tum mein sab a
Tum hi bhav ho,
Ho tum hi rab
Ashru hamaari
Aankhon mein tum raama
Tum honthon par,
Haas hamaare raama
Tum aasha vishwaas hamaare
Raama hamaare
Daataa hamaare ae
Tum aasha vishwaas hamaare.

Song Details & Credits
Song Tum Aasha Vishwaas Hamaare
Singer Lata Mangeshkar
Movie Subah
Lyricist Pandit Narendra Sharma
Music Hridaynath Mangeshkar
Label Saregama
Video Director Jabbar Patel
Starring Smita Patil, Girish Karnad, Shrikant Moghe, Ashalata Wabgaonkar, Kusum Kulkarni, Purnima Ganu.
Year 1982
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Tum Aasha Vishwaas Hamaare

“Tum Aasha Vishwaas Hamaare” is from the movie Subah, released in 1982.

The lyrics of “Tum Aasha Vishwaas Hamaare” were written by Pandit Narendra Sharma.

“Tum Aasha Vishwaas Hamaare” is sung by Lata Mangeshkar.

The music video of “Tum Aasha Vishwaas Hamaare” was directed by Jabbar Patel.

The music video of “Tum Aasha Vishwaas Hamaare” features Smita Patil, Girish Karnad, Shrikant Moghe, Ashalata Wabgaonkar, Kusum Kulkarni and Purnima Ganu..