Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1980

Kismat Ki Baazi Ka Lyrics

किस्मत की बाज़ी का
फैसला तो हो गया है
फासला भी खो गया है
देखे किसको कौन मिलता है

किस्मत की बाज़ी का
फैसला तो हो गया है
फासला भी खो गया है
देखे किसको कौन मिलता है

जिसको जिससे मिलना है हर
हाल में मिलता है
दुनिया में मोहब्बत
ही किस्मत को बदलती है
दुनिया में मोहब्बत
ही किस्मत को बदलती है
ये शमा हवाओ में
बुझती नहीं जलती है
किस्मत की आ-है-है
बाज़ी का आ-है-है
फैसला तो ओ-हो-हो हो
गया है आ-है-हां
फासला भी खो गया है
देखे किसको कौन मिलता है

कुदरत ही बनाती है
हर रिश्ता मोहब्बत का
यु भी कभी होता है
अनजान सी राहों में
यु भी कभी होता है
अनजान सी राहों में
किस्मत जिससे कहते हैं

आ जाती है बाहों में
किस्मत की इ इ इ बाज़ी का आ आ आ आ
फैसला तो ओ ओ ओ हो गया है ऐ ऐ ऐ
फासला भी खो गया है
देखे किसको कौन मिलता है

हर रोज़ नहीं बनती
तस्वीर मोहब्बत की
जो साँसों में रहता है
जो पलकों में सोता है
जो साँसों में रहता है
जो पलकों में सोता है
वह प्यार जवानी
में इक बार ही होता है
किस्मत की आ-है-है
बाज़ी का आ-है-है
फैसला तो ओ-हो-हो हो
गया है आ-है-हां
फासला भी खो गया है
देखे किसको कौन मिलता है

किस्मत की बाज़ी का
फैसला तो हो गया है
फासला भी खो गया है
देखे किसको कौन मिलता है
देखे किसको कौन मिलता है
देखे किसको कौन मिलता है
देखे किसको कौन मिलता है
देखे किसको कौन मिलता है
देखे किसको कौन मिलता है
देखे किसको कौन मिलता है.

Kismat ki baazi ka
Faisla to ho gaya hai
Faasla bhi kho gaya hai
Dekhe kisko kaun milta hai

Kismat ki baazi ka
Faisla to ho gaya hai
Faasla bhi kho gaya hai
Dekhe kisko kaun milta hai

Jisko jisse milna hai har
Haal mein milta hai
Duniya mein mohabbat
Hi qismat ko badalti hai
Duniya mein mohabbat
Hi qismat ko badalti hai
Ye shama hawaao mein
Bujhti nahi jalti hai
Kismat ki a-ha-ha
Baazi ka aa-ha-ha
Faisla to o-ho-ho ho
Gaya hai aa-ha-haa
Faasla bhi kho gaya hai
Dekhe kisko kaun milta hai

Kudrat hi banaati hai
Har rishta mohabbat ka
Yu bhi kabhi hota hai
Anjaan si raaho mein
Yu bhi kabhi hota hai
Anjaan si raaho mein
Kismat jisse kehte hain
Aa jaati hai baaho mein
Kismat ki e e e baazi ka aa aa aa aa
Faisla to o o o ho gaya hai ai ai ai
Faasla bhi kho gaya hai
Dekhe kisko kaun milta hai

Har roz nahi banti
Tasveer mohabbat ki
Jo saanso mein rehta hai
Jo palko mein sota hai
Jo saanso mein rehta hai
Jo palko mein sota hai
Woh pyaar jawaani
Mein ik baar hi hota hai
Kismat ki aa-ha-ha
Baazi ka aa-ha-ha
Faisla to o-ho-ho ho
Gaya hai aa-ha-haa
Faasla bhi kho gaya hai
Dekhe kisko kaun milta hai

Kismat ki baazi ka
Faisla to ho gaya hai
Faasla bhi kho gaya hai
Dekhe kisko kaun milta hai
Dekhe kisko kaun milta hai
Dekhe kisko kaun milta hai
Dekhe kisko kaun milta hai
Dekhe kisko kaun milta hai
Dekhe kisko kaun milta hai
Dekhe kisko kaun milta hai.

Song Details & Credits
Song Kismat Ki Baazi Ka
Singers Asha Bhosle, Manhar Udhas, Suresh Wadkar
Movie Aap To Aise Na The
Lyricist Muqtida Hasan Nida Fazli
Music Usha Khanna
Label Saregama
Video Director Ambarish Sangal
Starring Raj Babbar, Ranjeeta Kaur, Deepak Parashar, Madan Puri, Om Shivpuri.
Year 1980
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Kismat Ki Baazi Ka

“Kismat Ki Baazi Ka” is from the movie Aap To Aise Na The, released in 1980.

The lyrics of “Kismat Ki Baazi Ka” were written by Muqtida Hasan Nida Fazli.

“Kismat Ki Baazi Ka” is sung by Asha Bhosle, Manhar Udhas and Suresh Wadkar.

The music video of “Kismat Ki Baazi Ka” was directed by Ambarish Sangal.

The music video of “Kismat Ki Baazi Ka” features Raj Babbar, Ranjeeta Kaur, Deepak Parashar, Madan Puri and Om Shivpuri..