Ankhon Men Humne Aapke Sapne Lyrics
Ankhon Men Humne Aapke Sapne Lyrics
आँखों में हमने आप के सपने सजाये हैं
आँखों में हमने आप के सपने सजाये हैं
पलकें उठा के आप ने जादू जगाये हैं
सपना भी आप ही हैं हकीकत भी आप हैं
सपना भी आप ही हैं हकीकत भी आप हैं
बस आप आप आप ही मुझमें समाये हैं
आँखों में हमने आप के सपने सजाये हैं
आँखों का रंग धुंध है हीरे तलाश कर
दिल में सजायेंगे ये रंग यूँ ही उम्र भर
मुश्किल से ज़िन्दगी के
मुश्किल से ज़िन्दगी के रंग हाथ आये हैं
आँखों में हमने आप के सपने सजाये हैं
दोहराए जायेंगे ना ये लम्हात अब कभी
सपनों में भी ना छूटेगा ये साथ अब कभी
मिलती है ज़िन्दगी जब आप मुस्कुराए हैं
मिलती है ज़िन्दगी जब आप मुस्कुराए हैं
ये दिल कुछ ऐसे आप के सजदे में झुक गया
नज़ारे उठायी आप ने तो वक़्त रुक गया
ठहरे हुए पलों में
ठहरे हुए पलों में ज़माने बिठाये हैं
आँखों में हमने आप के सपने सजाये हैं
आ आ आ बस आप आप आप ही मुझमें समाये हैं
आँखों में हमने आप के सपने सजाये हैं
Aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain
Aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain
Palkein utha ke aap ne jaadu jagaye hain
Sapna bhi aap hi hain hakikat bhi aap hain
Sapna bhi aap hi hain hakikat bhi aap hain
Bas aap aap aap hi mujhmein samaye hain
Aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain
Aankhon ka rang dhundh hai heere talaash kar
Dil mein sajayenge ye rang yun hi umar bhar
Mushkil se zindagi ke
Mushkil se zindagi ke rang haath aaye hain
Aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain
Dohraaye jayenge naa ye lamhaat ab kabhi
Sapnon mein bhi naa chhootega ye saath ab kabhi
Milti hai zindagi jab aap muskuraaye hain
Milti hai zindagi jab aap muskuraaye hain
Ye dil kuch aise aap ke sajde mein jhuk gaya
Nazaare uthaayi aap ne to waqt ruk gaya
Thehre hue palon mein
Thehre hue palon mein zamaane bithaaye hain
Aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain
Aa aa aa bas aap aap aap hi mujhmein samaye hain
Aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain
We have decorated our eyes with your dreams
We have decorated our eyes with your dreams
By lifting your eyelids you have awakened the magic.
The dream is also you, the reality is also you
The dream is also you, the reality is also you
It's just you, you are absorbed in me
We have decorated our eyes with your dreams
The color of eyes is fog, look for diamonds
These colors will decorate my heart throughout my life.
with difficulty of life
The colors of life have come with difficulty
We have decorated our eyes with your dreams
These moments will never be repeated again
I will never leave this company even in my dreams.
You get life when you smile
You get life when you smile
This heart bowed down to you like this
When you looked at the sights, time stopped
in still moments
The world has been created in frozen moments
We have decorated our eyes with your dreams
Come on, come on, just you, you yourself, are absorbed in me.
We have decorated our eyes with your dreams
Song details & credits
| Song | Ankhon Men Humne Aapke Sapne |
|---|---|
| Singers | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar |
| Movie | Thodisi Bewafaii |
| Lyricist | Khayyam |
| Music | Gulzar |
| Label | Saregama |
| Starring | Rajesh Khanna, Shabana Azmi |
| Year | 1980 |
| Language | Hindi |




