Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1979

Unchi Unchi Baato Se Lyrics

अरे हे ऊँची-ऊँची बातों
से किसी का पेट भरता नहीं
अरे हे है राम का भरोसा
जिसे कभी भूखा मरता नहीं
अरे हे ऊँची-ऊँची बातों
से किसी का पेट भरता नहीं
अरे हे है राम का भरोसा
जिसे कभी भूखा मरता नहीं

आ आ आ
कोई कुछ भी कर ले प्यार
झूठ न जीते सच न हारे
कोई कुछ भी कर ले प्यार
झूठ न जीते सच न हारे
ये ऐसा दस्तूर है
बस जो बदलता नहीं
अरे हे ऊँची-ऊँची बातों

से किसी का पेट भरता नहीं
अरे हे है राम का भरोसा
जिसे कभी भूखा मरता नहीं

हे हे हे हे हो हो हो हो
लेने वाला देने वाला
कौन है बोलो ऊपर वाला
लेने वाला देने वाला
कौन है बोलो ऊपर वाला
ऊपर वाला
वह है जिसके साथ वह
दुनिया से डरता नहीं
अरे हे ऊँची-ऊँची बातों
से किसी का पेट भरता नहीं
अरे हे है राम का भरोसा
जिसे कभी भूखा मरता नहीं.

Are he unchi-unchi baaton
Se kisi ka pet bharta nahi
Are he hai raam ka bharosa
Jise kabhi bhukha marta nahi
Are he unchi-unchi baaton
Se kisi ka pet bharta nahi
Are he hai raam ka bharosa
Jise kabhi bhukha marta nahi

Aa aa aa
Koi kuch bhi kar le pyare
Jhuth na jeete sach na haare
Koi kuch bhi kar le pyare
Jhuth na jeete sach na haare
Ye aaisa dastur hai
Bas jo badalta nahi
Are he unchi-unchi baaton
Se kisi ka pet bharta nahi
Are he hai raam ka bharosa
Jise kabhi bhukha marta nahi

He he he he ho ho ho ho
Lene wala dene wala
Kaun hai bolo upar wala
Lene wala dene wala
Kaun hai bolo upar wala
Upar wala
Woh hai jiske saath woh
Duniya se darta nahi
Are he unchi-unchi baaton
Se kisi ka pet bharta nahi
Are he hai raam ka bharosa
Jise kabhi bhukha marta nahi.

Song Details & Credits
Song Unchi Unchi Baato Se
Singers Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Movie Mr Natwarlal
Lyricist Anand Bakshi
Music Rajesh Roshan
Label Saregama
Video Director Rakesh Kumar
Starring Amitabh Bachchan, Rekha.
Year 1979
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Unchi Unchi Baato Se

“Unchi Unchi Baato Se” is from the movie Mr Natwarlal, released in 1979.

The lyrics of “Unchi Unchi Baato Se” were written by Anand Bakshi.

“Unchi Unchi Baato Se” is sung by Mohammed Rafi and Usha Mangeshkar.

The music video of “Unchi Unchi Baato Se” was directed by Rakesh Kumar.

The music video of “Unchi Unchi Baato Se” features Amitabh Bachchan and Rekha..