Qadar Tune Na Jani Lyrics
क़दर तूने न जानी
क़दर तूने न जानी
बीती जाए जवानी
क़दर तूने न जानी
बीती जाए जवानी
हो ओ ओ ओ… बीती जाए
हाँ बीती जाए जवानी
क़दर तूने न जानी
बीती जाए जवानी
क़दर तूने न जानी
बीती जाए जवानी
प्यासे हैं जुल्फों के साये
प्यासे हैं जुल्फों के साये
कब तक दिल में
आग छुपायें
कब तक दिल में
आग छुपायें
जागे रात सुहानी
सुहानी सुहानी
क़दर तूने न जानी
बीती जाए जवानी
क़दर तूने न जानी
बीती जाए जवानी
तोहे मन्न का मीत बनाया
तोहे मन्न का मीत बनाया
पत्थर से शीशा टकराया
पत्थर से शीशा टकराया
मैन की नादानी
नादानी नादानी
क़दर तूने न जानी
बीती जाए जवानी
क़दर तूने न जानी
बीती जाए जवानी
यूं नाही के घुंगरू तोड़े
यूं नाही के घुंगरू तोड़े
मेहँदीवाले हाथ भी जोड़े
मेहँदीवाले हाथ भी जोड़े
तूने एक न मानी न
मानी न मानी
क़दर तूने न जानी
बीती जाए जवानी
क़दर तूने न जानी
बीती जाए जवानी
हो ओ ओ ओ… बीती जाए
हाय बीती जाए जवानी
क़दर तूने न जानी
बीती जाए जवानी
क़दर तूने न जानी
बीती जाए जवानी.
Qadar tune na jaani
Qadar tune na jaani
Beeti jaaye jawaani
Qadar tune na jaani
Beeti jaaye jawaani
Ho o o o… Beeti jaaye
Haan beeti jaaye jawaani
Qadar tune na jaani
Beeti jaaye jawaani
Qadar tune na jaani
Beeti jaaye jawaani
Pyaase hain julfon ke saayein
Pyaase hain julfon ke saayein
Kab tak dil mein
Aag chhupaayein
Kab tak dil mein
Aag chhupaayein
Jaage raat suhaani
Suhaani suhaani
Qadar tune na jaani
Beeti jaaye jawaani
Qadar tune na jaani
Beeti jaaye jawaani
Tohe mann ka meet banaaya
Tohe mann ka meet banaaya
Patthar se sheesha takraaya
Patthar se sheesha takraaya
Maine ki naadaani
Naadaani naadaani
Qadar tune na jaani
Beeti jaaye jawaani
Qadar tune na jaani
Beeti jaaye jawaani
Yuun naahi ke ghungaru tode
Yuun naahi ke ghungaru tode
Mehandiwaale haath bhi jode
Mehandiwaale haath bhi jode
Tune ek na maani na
Maani na maani
Qadar tune na jaani
Beeti jaaye jawaani
Qadar tune na jaani
Beeti jaaye jawaani
Ho o o o… Beeti jaaye
Haay beeti jaaye jawaani
Qadar tune na jaani
Beeti jaaye jawaani
Qadar tune na jaani
Beeti jaaye jawaani.
Song Details & Credits
| Song | Qadar Tune Na Jani |
|---|---|
| Singer | Asha Bhosle |
| Movie | Noorie |
| Lyricist | Naqsh Lyallpuri |
| Music | Mohammed Zahur Khayyam |
| Label | Saregama |
| Video Director | Manmohan Krishna |
| Starring | Farooq Shaikh, Poonam Dhillon |
| Year | 1979 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Qadar Tune Na Jani
“Qadar Tune Na Jani” is from the movie Noorie, released in 1979.
The lyrics of “Qadar Tune Na Jani” were written by Naqsh Lyallpuri.
“Qadar Tune Na Jani” is sung by Asha Bhosle.
The music video of “Qadar Tune Na Jani” was directed by Manmohan Krishna.
The music video of “Qadar Tune Na Jani” features Farooq Shaikh and Poonam Dhillon.