Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1979

Baaho Mein Teri Lyrics

बाहों में तेरी मस्ती के घेरे
साँसों में तेरी खुशबु के डेरे
बाहों में तेरी मस्ती
के घेरे मस्ती के घेरे
साँसों में तेरी खुशबु
के डेरे खुशबु के डेरे
मस्ती के घेरों में
ख़ुशनु के डेरों में
हम खोये जाते हैं
बाहों में तेरी मस्ती
के घेरे मस्ती के घेरे
साँसों में तेरी खुशबु
के डेरे खुशबु के डेरे
मस्ती के घेरों में
ख़ुशनु के डेरों में
हम खोये जाते हैं
बाहों में तेरी मस्ती
के घेरे मस्ती के घेरे

ख़्वाबों में जिसको तनहा जवानी
बरसों से तकती थी तू वही हैं
छूने से जिसके सीने में मेरे
लौ जाग सकती थी तू वही हैं
कुच ख्वाब मेरे
कुच ख्वाब तेरे
यु मिलते जाते हैं

दिल खिलते जाते हैं
लैब गुनगुनाते हैं
साँसों में तेरी खुशबु
के डेरे खुशबु के डेरे
बाहों में तेरी मस्ती
के घेरे मस्ती के घेरे

बिखरा के ज़ुल्फ़ें झुक जाऊं मुझपे
मिलने दो साया तपते बदन को
मैंने हमेशा तेरी अमानत
समझा है अपने जान और तन को
तू साथ मेरे मैं साथ तेरे
रूहों के रूहो से जिस्मो के
जिस्मो से सदियो के नाते हैं
साँसों में तेरी खुशबु
के डेरे खुशबु के डेरे
बाहों में तेरी मस्ती
के घेरे मस्ती के घेरे
मस्ती के घेरों में
ख़ुशनु के डेरों में
हम खोये जाते हैं
साँसों में तेरी खुशबु
के डेरे खुशबु के डेरे
बाहों में तेरी मस्ती
के घेरे मस्ती के घेरे..

Baaho mein teri masti ke ghere
Saanson mein teri khushbu ke dere
Baaho mein teri masti
Ke ghere masti ke ghere
Saanson mein teri khushbu
Ke dere khushbu ke dere
Masti ke gheron mein
Khushnu ke deron mein
Hum khoye jaate hain
Baaho mein teri masti
Ke ghere masti ke ghere
Saanson mein teri khushbu
Ke dere khushbu ke dere
Masti ke gheron mein
Khushnu ke deron mein
Hum khoye jaate hain
Baaho mein teri masti
Ke ghere masti ke ghere

Khwaabon mein jisko tanha jawani
Barson se takti thi tu wohi hain
Chhune se jiske sine mein mere
Lau jaag sakti thi tu wohi hain
Kutch khwaab mere
Kutch khwaab tere
Yu milte jaate hain
Dil khilte jaate hain
Lab gungunate hain
Saanson mein teri khushbu
Ke dere khushbu ke dere
Baaho mein teri masti
Ke ghere masti ke ghere

Bikhra ke zulfen jhuk jaaon mujhpe
Milne do saaya tapte badan ko
Maine hamesha teri amaanat
Samjha hai apane jaan aur tan ko
Tu saath mere main saath tere
Ruho ke ruho se jismo ke
Jismo se sadiyo ke naate hain
Saanson mein teri khushbu
Ke dere khushbu ke dere
Baaho mein teri masti
Ke ghere masti ke ghere
Masti ke gheron mein
Khushnu ke deron mein
Hum khoye jaate hain
Saanson mein teri khushbu
Ke dere khushbu ke dere
Baaho mein teri masti
Ke ghere masti ke ghere..

Song Details & Credits
Song Baaho Mein Teri
Singers Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Movie Kaala Patthar
Lyricist Sahir Ludhianvi
Music Rajesh Roshan
Label Saregama
Video Director Yash Chopra
Starring Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Raakhee Gulzar, Shatrughan Sinha, Neetu Singh, Parveen Babi, Parikshat Sahni, Prem Chopra, Poonam Dhillon
Year 1979
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Baaho Mein Teri

“Baaho Mein Teri” is from the movie Kaala Patthar, released in 1979.

The lyrics of “Baaho Mein Teri” were written by Sahir Ludhianvi.

“Baaho Mein Teri” is sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi.

The music video of “Baaho Mein Teri” was directed by Yash Chopra.

The music video of “Baaho Mein Teri” features Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Raakhee Gulzar, Shatrughan Sinha, Neetu Singh, Parveen Babi, Parikshat Sahni, Prem Chopra and Poonam Dhillon.