Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1978

Wafa Jo Na Ki Lyrics

मंज़ूर नहीं मेरी मोहब्बत तो क्या हुआ
ऐ दोस्त
माना तेरे करम के ताऊ काबिल नहीं रहे
आ मेरे दिल पे ज़ुल्म ही धनय के लिए आ

वफ़ा जो न की तो जफा भी न की जिए
वफ़ा जो न की तो जफा भी न की जिए
सितम
के मरने की तमन्ना में
के मरने की तमन्ना में
वफ़ा आए आए

ऊऊऊ

अअअअअअअ

नहीं इश्क़ हमसे
हमें इश्क़ तुमसे है हम क्या करे
है मर मर के जीने की आदत हमें
तुम्हारी भला से जिए या मरे
भला अअअअअ
भला न किआ थो
सितम
के मरने की तमन्ना में
के मरने की तमन्ना में
वफ़ा आए आए
वफ़ा जो न की तो जफा भी न की जिए
सितम
के मरने की तमन्ना में
के मरने की तमन्ना में
वफ़ा आए आए..

Manzur nahin meri mohabbat tho kya hua
Ae dost, dushmani hi nibhaane ke liye aa
Maana tere karam ke tau qabil nahin rahe
Aa mere dil pe zulm hi dhanay ke liye aa

Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye
Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye
Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Wafaa aaa aaa

Oooooo

Aaaaaaa

Nahin ishq humse, nahin na sahi
Humein ishq tumse hai hum kya kare
Hai mar mar ke jeene ki adat humein
Tumhari bhala se jiye ya mare
Bhala aaaaa
Bhala na kia tho, burra bhi na ki jiye
Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Wafaa aaa aaa
Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye
Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Wafaa aaa aaa..

Song Details & Credits
Song Wafa Jo Na Ki
Singer Hemlata
Movie Muqaddar Ka Sikandar
Lyricist Anjaan
Music Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Label Saregama
Video Director Prakash Mehra
Starring Amitabh Bachchan, Raakhee Gulzar, Vinod Khanna, Rekha
Year 1978
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Wafa Jo Na Ki

“Wafa Jo Na Ki” is from the movie Muqaddar Ka Sikandar, released in 1978.

The lyrics of “Wafa Jo Na Ki” were written by Anjaan.

“Wafa Jo Na Ki” is sung by Hemlata.

The music video of “Wafa Jo Na Ki” was directed by Prakash Mehra.

The music video of “Wafa Jo Na Ki” features Amitabh Bachchan, Raakhee Gulzar, Vinod Khanna and Rekha.