Aap Ki Ankhon Mein Lyrics
Aap Ki Ankhon Mein Lyrics
आप की आँखों में कुछ महेके हुए से राज़ है
आप की आँखों में कुछ महेके हुए से राज़ है
आप से भी खूबसूरत आप के अंदाज़ है
आप की आँखों में कुछ महेके हुए से राज़ है
लैब हिले तो मोगरे के फूल खिलते हैं कहीं
लैब हिले तो मोगरे के फूल खिलते हैं कहीं
आप की आँखों में क्या साहिल भी मिलते है कहीं
आप की खामोशियाँ भी आप की आवाज़ है
आप की आँखों में कुछ महेके हुए से राज़ है
आप की आँखों में कुछ महेके हुए से राज़ है
आप से भी खूबसूरत आप के अंदाज़ है
आप की आँखों में कुछ महेके हुए से राज़ है
आप की बातों में फिर कोई शरारत तो नहीं
आप की बातों में फिर कोई शरारत तो नहीं
बेवजा तारीफ़ करना आप की आदत तो नहीं
आप की बदमाशियों के ये नये अंदाज़ है
आप की आँखों में कुछ महेके हुए से राज़ है
ओ, आप से भी खूबसूरत आप के अंदाज़ है
आप की आँखों में कुछ महेके हुए से राज़ है
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsoorat aap ke andaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Lab hile to mogre ke phool khilte hain kahin
Lab hile to mogre ke phool khilte hain kahin
Aap ki aankhon mein kya saahil bhi milte hai kahin
Aap ki khaamoshiyaan bhi aap ki aavaaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsoorat aap ke andaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki baaton mein phir koi sharaarat to nahi
Aap ki baaton mein phir koi sharaarat to nahi
Bewaja taarif karna aap ki aadat to nahi
Aap ki badmashiyon ke ye naye andaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
O, aap se bhi khoobsoorat aap ke andaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
There is some secret in your eyes
There is some secret in your eyes
your style is more beautiful than you
There is some secret in your eyes
If the lab is shaken, Mogre flowers bloom somewhere.
If the lab is shaken, Mogre flowers bloom somewhere.
Do you even see Sahil in your eyes?
Your silence is also your voice
There is some secret in your eyes
There is some secret in your eyes
your style is more beautiful than you
There is some secret in your eyes
Is there any mischief in your words again?
Is there any mischief in your words again?
Giving unnecessary praise is not your habit, is it?
This is your new style of mischief
There is some secret in your eyes
Oh, your style is more beautiful than you
There is some secret in your eyes
Song details & credits
| Song | Aap Ki Ankhon Mein |
|---|---|
| Singers | Lata Mangeshkar, Kishore Kumar |
| Movie | Ghar |
| Lyricist | Gulzar |
| Music | R.D. Burman |
| Label | Saregama |
| Starring | Vinod Mehra, Rekha |
| Year | 1978 |
| Language | Hindi |



