Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1976

Kabhi Kabhi Mere Dil Lyrics

कभी कभी मेरे दिल
में ख़याल आता है
कभी कभी मेरे दिल
में ख़याल आता है
की जैसे तुझको बनाया
गया है मेरे लिए
की जैसे तुझको बनाया
गया है मेरे लिए
तू जबसे पहले सितारों
में बस रही थी कहीं
तू जबसे पहले सितारों
में बस रही थी कहीं
तुझे ज़मीन पे
बुलाया गया है मेरे लिए
तुझे ज़मीन पे
बुलाया गया है मेरे लिए

कभी कभी मेरे दिल
में ख़याल आता है
की ये बदन ये निगाहें
मेरी अमानत हैं
की ये बदन ये निगाहें
मेरी अमानत हैं
ये गेसुओं की घनी
छाओं हैं मेरी खातिर
ये होंठ और ये बाहें
मेरी अमानत हैं
ये होंठ और ये बाहें
मेरी अमानत हैं

कभी कभी मेरे दिल
में ख़याल आता है
की जैसे बजती हैं
शहनाइयाँ सी राहों में
की जैसे बजती हैं
शहनाइयाँ सी राहों में
सुहाग रात हैं घूँघट
उठा रहा हूँ मैं
सुहाग रात हैं घूँघट
उठा रहा हूँ मैं
सिमट रही है तू शर्मा
के अपनी बाहों में
सिमट रही है तू शर्मा
के अपनी बाहों में

कभी कभी मेरे दिल
में ख़याल आता है
की जैसे तू मुझे
चाहेगी उम्र भर युहीं
उठेगी मेरी तरफ
प्यार की नज़र युहीं
मैं जानता हूँ की
तू गैर है मगर युहीं
मैं जानता हूँ की तू
गैर है मगर युहीं

कभी कभी मेरे दिल
में ख़याल आता है
कभी कभी मेरे दिल
में ख़याल आता है.

Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai
Ki jaise tujhko banaya
Gaya hai mere liye
Ki jaise tujhko banaya
Gaya hai mere liye
Tu abse pehle sitaaron
Mein bas rahi thi kahin
Tu abse pehle sitaaron
Mein bas rahi thi kahin
Tujhe zameen pe
Bulaya gaya hai mere liye
Tujhe zameen pe
Bulaya gaya hai mere liye

Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai
Ki ye badan ye nigaahein
Meri amaanat hain
Ki ye badan ye nigaahein
Meri amaanat hain
Ye gesuon ki ghani
Chhaon hain meri khatir
Ye honth aur ye baahein
Meri amaanat hain
Ye honth aur ye baahein
Meri amaanat hain

Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai
Ki jaise bajti hain
Shehnaaiyaan si raahon mein
Ki jaise bajti hain
Shehnaaiyaan si raahon mein
Suhaag raat hain ghunghat
Utha raha hun main
Suhaag raat hain ghunghat
Utha raha hun main
Simat rahi hai tu sharma
Ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma
Ke apni baahon mein

Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai
Ki jaise tu mujhe
Chaahegi umr bhar yuhin
Uthegi meri taraf
Pyaar ki nazar yuhin
Main jaanta hun ki
Tu geir hai magar yuhin
Main jaanta hun ki tu
Geir hai magar yuhin

Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai.

Song Details & Credits
Song Kabhi Kabhi Mere Dil
Singer Amitabh Bachchan
Movie Kabhi Kabhie
Lyricist Sahir Ludhianvi
Music Mohammed Zahur Khayyam
Label Saregama
Video Director Yash Chopra
Starring Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Waheeda Rehman, Raakhee Gulzar, Neetu Singh, Rishi Kapoor, Naseem, Simi Garewal, Parikshat Sahni.
Year 1976
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Kabhi Kabhi Mere Dil

“Kabhi Kabhi Mere Dil” is from the movie Kabhi Kabhie, released in 1976.

The lyrics of “Kabhi Kabhi Mere Dil” were written by Sahir Ludhianvi.

“Kabhi Kabhi Mere Dil” is sung by Amitabh Bachchan.

The music video of “Kabhi Kabhi Mere Dil” was directed by Yash Chopra.

The music video of “Kabhi Kabhi Mere Dil” features Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Waheeda Rehman, Raakhee Gulzar, Neetu Singh, Rishi Kapoor, Naseem, Simi Garewal and Parikshat Sahni..