Chal Sapno Ke Shahar Me Lyrics
चल सपनो के शहर
में तुझे ले जाता हु
चल सपनो के शहर
में तुझे ले जाता हु
तेरी राहों में सितारे मै बिखराता हु
चल सपनो के शहर
तू किस लिए म्हणत करे
तू है मोहब्बत के लिए हसीना
तेरी कसम क्या है सितम
तेरे बदन से क्यों
चमकता है पसीना
ओ मै तेरे हाथों के
छालो से जल जाता हु
चल सपनो के
शहर में तुझे ले जाता हु
चल सपनो के शहर
कदमों की धूल बनकर ये फूल
तेरे मेरे कदम चूम रहे है
हर गम से दूर मस्ती में चूर
बनके शराबी
से हम झूम रहे है
अपनी आशाओं की
मई पालकी ले आता हूँ
चल सपनो के
शहर में तुझे ले जाता हु
चल सपनो के शहर
गोर गोर फुलो जैसे पर्व में
शबनम की पायल पड़ी है
हीरे मोती पहने हुए
शीशमहल में तू
पारी बनके कड़ी है
मैंने जो देखा
है तुझको भी दिखलाता हूँ
चल सपनो के
शहर में तुझे ले जाता हु
तेरी राहों में
सितारे मै बिखराता हु
चल सपनो के शहर.
Chal sapno ke shahar
Me tujhe le jata hu
Chal sapno ke shahar
Me tujhe le jata hu
Teri raho me sitare mai bikhrata hu
Chal sapno ke shahar
Tu kis liye mehnat kare
Tu hai mohabbat ke liye hasina
Teri kasam kya hai sitam
Tere badan se kyu
Chamkta hai pasina
O mai tere hatho ke
Chhalo se jal jata hu
Chal sapno ke
Shahar me tujhe le jata hu
Chal sapno ke shahar
Kadmo ki dhul bankar ye phool
Tere mere kadam chum rahe hai
Har gam se dur masti me chur
Banke sharabi
Se hum jhum rahe hai
Apni aashao ki
Mai palki le aata hu
Chal sapno ke
Shahar me tujhe le jata hu
Chal sapno ke shahar
Gore gore phulo jaise pav me
Shabnam ki payal padi hai
Hire moti pahne hue
Shishmahal me tu
Pari banke khadi hai
Maine jo dekha
Hai tujhko bhi dikhalata hu
Chal sapno ke
Shahar me tujhe le jata hu
Teri raho me
Sitare mai bikhrata hu
Chal sapno ke shahar.
Song Details & Credits
| Song | Chal Sapno Ke Shahar Me |
|---|---|
| Singer | Kishore Kumar |
| Movie | Deewaangee |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Music | Sachin Dev Burman |
| Label | Saregama |
| Video Director | Samir Ganguly |
| Starring | Shashi Kapoor, Zeenat Aman, Helen. |
| Year | 1976 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Chal Sapno Ke Shahar Me
“Chal Sapno Ke Shahar Me” is from the movie Deewaangee, released in 1976.
The lyrics of “Chal Sapno Ke Shahar Me” were written by Anand Bakshi.
“Chal Sapno Ke Shahar Me” is sung by Kishore Kumar.
The music video of “Chal Sapno Ke Shahar Me” was directed by Samir Ganguly.
The music video of “Chal Sapno Ke Shahar Me” features Shashi Kapoor, Zeenat Aman and Helen..